Song Name – Tumhare Liye
Singer: Shreya Ghoshal, Aaryam
Music Director/Composer: Wasif Ahmad
Lyrics: Sachin Urmtosh
Check out Awarapan 2 – Tumhare Liye Song Lyrics starring Emraan Hashmi and Disha Patani
Faslon se kaho ki door hi rahen
Main jidhar bhi rahun, sang raho
Teri khamoshi bhi de sunai mujhe
Ban ke shor mere pass raho
Tumse doori, munasib, nahin hamaare liye.
Tumhare liye, tumhare liye
Jeena hai ab humain, tumhare liye
Tumhare liye, tumhare liye
Jeena hai ab humain, tumhare liye
Haan, Jeena hai ab humain tumhare liye.
Tujhpe hi saara kharch ho
Jitna bhi mera waqt ho
Kabhi na kisi ko dun ek pal main tera
Saare jahan se main parre
Rakh lu tujhe palkon tale
Har subah jo aaye wo kal tu mera
Teri panah teri wafa tera gham chahiye
Chahe safar jaisa ho tu har kadam chahiye
Tumse doori munasib nahin humare liye
Tumhare liye, tumhare liye
Jeena hai ab humain, tumhare liye
Tumhare liye, tumhare liye
Jeena hai ab humain, tumhare liye
Haan, Jeena hai ab humain tumhare liye


