Song: Main Na Raha Mera
Music: Rahul Nair
Singer: Arijit Singh
Lyrics: Dev Pandey; Hook by Rajesh Dheeraj
Music Programmer: Altaf Shajudeen
Check out Main Na Raha Mera Song Lyrics starring Adhyayan Suman and Divita Rai
Is martaba aisa hua
Karke wafa kya kar di khata
Dil mein kami tere ishq ki
Yun dur hoke bhi kuchh na mila
Bikhre hai hum jaise koyi
Hai khwaab ke tukde kayi
Ye duriyaan hairaan hai
Kyun beasar sajde sabhi
Phiki lage ye zindagi
Naraj kyun mujhse hasi
Rehne lagi sang mere bekhudi
Chahe ye dil sunna tujhe
Thame tujhe chalna mujhe
Kehna tujhe kitna hai tu lajmi
Main na raha mera
Main na raha mera
Jab se huye hum juda
Main na raha mera
Main na raha mera
Main na raha mera
Jab se huye hum juda
Main na raha mera
Haan khwabon ke taare
Tute saare
Juda, juda hai ek tu jaise
Kashti mein doobe ho saare


