Song Judi Jodi
Album Ramayana
Artist Shreya Ghoshal
Lyricist Dr. Kumar Vishwas
Musician A.R. Rahman
Cast Ranbir Kapoor, Sai Pallavi
Director Nitesh Tiwari
Label T-Series
Check out Ramayana – Judi Jodi Song Lyrics starring Ranbir Kapoor and Sai Pallavi
Judi Jodi Janam Janmon Ki
Janak Ghar Goonje Hai Siya Siya-Ram
Varmala Ke Khul Gaye Bhaag
To Ga Uthi Siya Siya Siya Siya-Ram
Judi Jodi Janam Janmon Ki
Janak Ghar Goonje Hai Siya Siya-Ram
Mangal Gao Re Dharti Sajao Re
Is Jodi Se Jaana Hai Jag Ne Pyaar
Judi Jodi Janam Janmon Ki
Janak Ghar Goonje Hai Siya Siya-Ram
Suraj Maang Bhare Dharti Ki Aaj Re
Bin Chhede Hi Baje Aaj Har Ek Saaz Re
Ram Sita Bane Siya-Ram Siya-Ram
Judi Jodi Janam Janmon Ki
Janak Ghar Goonje Hai Siya Siya-Ram
Mangal Gao Re Dharti Sajao Re
Iss Jodi Se Jaana Hai Jag Ne Pyaar
Ghar Aaya Re Sang Laya Re
Raghukul Ka Abhimaan
Ghar Aaya Re Var Laaya Re
Mithila Ka Sammaan
Devi Aao Re Phool Bichhao Re
Shubh Din Aaya Re Mori Nagri Mein Aaj
Yeh Jodi..
Ye Jodi Hai Kisne Jodi
Jagat Mein Goonja Hai Siya Siya-Ram
Vaidehi Ke Jhumke Ki Runjhun Se
Aangan Mein Goonja Hai Siya Siya-Ram
Ye Sangam Dharm Ka Dharaa Ka
Jagat Mein Goonja Hai Siya Siya-Ram
Judi Jodi Janam Janmon Ki
Janak Ghar Goonje Hai Siya Siya-Ram
Varmala Ke Khul Gaye Bhaag
Toh Gaa Uthi Siya Siya Siya Siya-Ram


