Song Name – Jo Bhi Hona Hai Ho Jayega
Singers, Lyricists, Composers: Chaar Diwaari & Samad Khan
Produced and arranged by Chaar Diwaari
Performed by Chaar Diwaari & Samad Khan
Mixed & mastered by Hanish Taneja
Check out Student Of The Year – After Dark – Jo Bhi Hona Hai Ho Jayega Song Lyrics starring Shanaya Kapoor
Meri jaane Jaan
Kyu tu jaane na?
Waqt pal mein
Phisal jayega
Kitna simple hai
Kyu tu samjhe na?
Jo bhi hona hai
Ho jayega
Phir se chhu le mujhe
Na hum tum kuch kahein
Raat bhi ho aadhi si
Baat bhi ho aadhi si
Dheere dheere
Jalte hum rahein
Na ho koi faaslein
Aa ja idhar saans le
Chhod zindagani ko
Phunk do jawani ko
Dheere dheere dheere
Hum marein
Meri baahon mein
Aaj aa jana
Kal ka kya?
Sala Phir aayega
Kitna simple hai
Kyu tu samjhe na?
Jo bhi hona hai
Ho jayega
Meri jaane Jaan
Kyu tu jaane na?
Waqt pal mein
Phisal jayega
Kitna simple hai
Kyu tu samjhe na?
Jo bhi hona hai
Ho jayega
Duniya ye zalim kyu hai?
Waqt kyu chhene mujhse?
Pal do pal ke jeevan mein
Dillagi kyu hai tujhse?
Bas do pal ka ye silsila
Bal isi pal main hoon tera
Ab sabar na ho paye
Teri aankhein bulaye
Mujhe In mein
Basaa lo zara
Ab sabar na ho paye
Lamhein beete jaaye
Aisa mauka milega kahan?
Chal tu saath mere
Sahi aur galat ke parey
Zindagi khumari si
Maut bhi hai pyaari se
Dheere dheere dheere
Hum marein
Meri baahon se
Aaj na jana
Kal ka kya?
Sala phir aayega
Kitna simple hai
Kyu tu samjhe na?
Jo bhi hona hai
Ho jayega
Meri jaane Jaan
Kyu tu jaane na?
Waqt pal mein
Phisal jayega
Kitna simple hai
Kyu tu samjhe na?
Jo bhi hona hai
Ho jayega


