Song: Dhola Ji
Singers: Shreya Ghoshal, Javed Ali, Swaroop Khan & Madhubanti Bagchi
Music Composer: Sudhakar Dutt Sharma
Music Producer: Aditya Pushkarna
Lyricist: Sunil Sirvaiya
Check out SURYAA – Dhola Ji Song Lyrics starring Sunny Deol
Jag mein jodi doye hoye, chak ve ni saare se dekhi
He duji jodi jaan bani jo mharo heevda mein basi
Thane kajaliyo bana lyun, mhare naino mein rama lyun raaj
Farka mein bandh kar rangoli
Dheere dheere chadhta jaaye re ishq tera
Sabse chhupa loon main, ye baat hai raaz ki
Tujhe dhadkan ki tarah se apne dil mein basa ke raaz
Seene mein band kar loonga
Tujhe kajal ki tarah se apni aankhon mein rama ke raaz
Palkon mein band kar loongi
Heevde mein, heevde mein naache re jaise mor
Dhola ji padhaare mhare ghar
Maine dil diya, tum sambhaloge na
Rasmein chahat ki tum nibhaoge na
Saans ko chalne ki tum wajah doge na
Meri dhadkan mein satrangi sapne kai
Vaada toh karo, tum saja doge na
Sapno ko tum saja doge na


