Tum Mere Ho – Lag Jaenge Song Lyrics starring Gurmeet Choudhary and Isha Malviya

Check out Tum Mere Ho - Lag Jaenge Song Lyrics starring Gurmeet Choudhary and Isha Malviya

Movie: Tum Mere Ho
Director: Ashish Panda
Vocals: Vivek Verma
Composer/Music: Vivek Verma
Lyrics: Vivek Verma

Check out Tum Mere Ho – Lag Jaenge Song Lyrics starring Gurmeet Choudhary and Isha Malviya

Aise kaise pagal jaise
Akal pe taala jeb me paise
Itna kya tu, Pyaar me uske Ghayal Hai, Ghayal Hai.
Jaane tu toh saare kisse
Katne wali harqat fir se
Thoda nai tu saala poora paagal hai, paagal hai.

Tujhe loyalty k aage toxic pyaar chahiye
Chick-Chick karne wali sir pe sawaar chachiye.
Jiska koi na ilaaj woh bukhaar chahiye.
Phir bolna nai yaaron ne ki ‘Bola Nai Tha’

Tere lag jaenge, Lag jaenge chotey baat maan le ghode lag jaenge.
Lag jaenge chote lag jaenge
Tu baat maan le ghode lag jaenge.
Lag jaenge, Lag jaenge Chote baat maan Lde lag jaenge.
Lag jaenge tere lag jaenge, Tu baat maan le
Ghode Lag Jaenge.

Bulaegi par jaane ka nai,
Yeh baat jo na maani
Yaara tu bada pachtaega.
Tu ladka khandani
Par tujhko pata nai
Museebatien tu sir pe le aaega.

Social Media k aise zamane me
Tujhe love letter wala pyaar chahiye.
Umar Jaegi kalesh Suljhane me
Phir bolna nai yaaron ne ki ‘Bola Nai Tha’

Tere lag jaenge, Lag jaenge chotey baat maan le ghode lag jaenge.
Lag jaenge chote lag jaenge
Tu baat maan le ghode lag jaenge.
Lag jaenge, Lag jaenge Chote baat maan Lde lag jaenge.
Lag jaenge tere lag jaenge, Tu baat maan le
Ghode Lag Jaenge.

Woh kare pehle pyaar, fir dil pe waar
Phir bhi bukhaar tera Utre Na.
Beshumaar Samjhaya Yaar
Phir bhi tu jaane kyu samjhe na.
Tu Baat Baat pe maan jaata hai
Aisi kya majburi hai, kyu dikhe tujhe
Har jagha hi woh jaane kya pasoori hai.

Tujhe loyalty k aage toxic pyaar chahiye
Chick-Chick karne wali sir pe sawaar chachiye.
Jiska koi na ilaaj woh bukhaar chahiye.
Phir bolna nai yaaron ne ki ‘Bola Nai Tha’

Tere lag jaenge, Lag jaenge chotey baat maan le ghode lag jaenge.
Lag jaenge chote lag jaenge
Tu baat maan le ghode lag jaenge.
Lag jaenge, Lag jaenge Chote baat maan le ghode lag jaenge.
Lag jaenge chote lag jaenge
Tu baat maan le ghode lag jaenge.
Lag jaenge lag jaenge chotey baat maan L**de lag jaenge.
Lag jaenge tere lag jaenge, Tu baat maan le
Ghode Lag Jaenge.

(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});

More in Category