Song name – Jai Hind
Music – Sachin-Jigar
Lyrics – Amitabh Bhattacharya
Singer – Siddharth Mahadevan, Shivam Mahadevan & Sumonto Mukherjee
Check out Udta Teer – Jai Hind Song Lyrics starring Ayushmann Khurrana, Sara Ali Khan
Hai vatan to hain hum
Itni si apni kahaani
Haan tabhi shaan se hum
Kehlaate hain Hindostaani
Chaaron dishaon nein jab
Goonjen apni sadaayen
Dharti bhi thartharaaye
Bekhauf ho ke khul ke
Ik sur mein saare milke
Aawaazen hum lagaayen
(Jai Hind Jai Hind
Jai Hind Hind gaayen) ×3
Meri hasti hi kya
Teri khaatir jo isko
Mita na sakoon na sakoon
Zindagi hai ye kis kaam ki
Kaam tere jo aa na sakoon na sakoon
Tu ne jitna diya hai..
Tu ne jitna diya hai
Zaroorat se zyaada
Mujhe de diya de diya
Mujhpe laanat hai aadha bhi uska agar main
Chuka na sakoon na sakoon
Teri hifaazat karne
Qatra qatra lahoo ka
Bin poochhe hum bahaayen
Bekhauf ho ke khul ke
Ik sur mein saare milke
Aawaazen hum lagaayen
(Jai Hind Jai Hind
Jai Hind Hind gaayen) ×5


