Yeh Prem Mol Liya – Saawan Aaya Hai Song Lyrics starring Ayushmann Khurrana, Sharvari

Check out Yeh Prem Mol Liya - Saawan Aaya Hai Song Lyrics starring Ayushmann Khurrana, Sharvari

Song: Saawan Aaya Hai – Yeh Prem Mol Liya
Composed By: Himesh Reshammiya
Lyrics: Mayur Puri
Singers: Shreya Ghoshal and Keshav Anand

Check out Yeh Prem Mol Liya – Saawan Aaya Hai Song Lyrics starring Ayushmann Khurrana, Sharvari

Bheege Lamhe..
Bheegi Aahat..
Bheegi Doori..
Bheegi Dastak..

Bheege Lamhe..
Bheegi Aahat..
Bheegi Doori..
Bheegi Dastak..
Bin Baadal Ke Barkha Ne Jadoo Chalaya Hai..

Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..
Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..
Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..
Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..

Tum Aao Na Tumko Hi Dil Ne Bulaya Hai..

Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..
Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..
Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..
Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..

Jo Tera Mann Hai
Wo Mera Mann Hai
Phir Kya Uljhann Hai?
Tu Hi Bata..
Aise Chhup Chhup Ke Milna Bhi Kya?

Tu Mere Sang Hai..
Main Tere Sang Hun..
Aaj Satrangi Hai Aasmaan..
Rang Barsa De Tu Pyaar Ka..

Hai Alag Hi Maza Chhup Ke Milne Mein Jo..
Hai Kahan Baat Phir Khul Ke Milne Mein Wo..

Beega Bandhan..
Bheegi Dori..
Bheega Sangam..
Bheegi Chori..

Bheege Bheege Bahano Ne Humko Milaaya Hai..

Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..
Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..

Meri Tarah Tha Yeh Tarsa..
Dekh Mausam Aaj Barsa..
Meri Aahon Ko Sunn ke..
Duayon Ko Sunn Ke..
Hawayon Ne Badla Sama..

Na Hawayon Se Hai..
Na Ghatayon Se Hai..
Yeh Hai Jaadu Tere Pyaar Ka..

Bheegi Zulfien..
Bheegi Baahein..
Bheege Hum Tum..
Bheegi Saansein..

Bheege Bheege Se Kwaabon Ne Dera Jamaaya Hai..

Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..
Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..
Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..
Saajan Tere Aane Se..
Mera Saawan Aaya Hai..

More in Category