Teri nazron se jo nazrein mili
Achanak badalne laga
Jana chahu kahi
Na jane ky teri ore chalane laga
Tere paas jab bhi aaun
Main khud ko bhool jaau
Yeh tere do naina
Kare hain ek pal mein
Hazaaro baatein
Yeh tere do naina
Jagaye rakhte hain
Kyon saari saari raate
Yeh tere do naina
Tu mila to laga hai
Ab mukammal huyi har kami
Tu mera asman hai
Haan tu hi to hai meri zameen
Tune jeena hai sikhaya
Maine tujh mein khud ko paya
Yeh tere do naina
Kare hain ek pal mein
Hazaaron baatein
Yeh tere do naina
Jagaye rakhte hain
Kyon saari saari raatein
Yeh tere do naina
Teri nazron se jo nazrein mili
Achanak badalne laga
Jana chahu kahin
Na jane kyon teri ore chalne laga
ere do naina