Mujhe andhera pasand hai … tumhare aane waale kal ki yaad dilata hai
Don apne doston ka haal pooche na pooche … apne dushmano ki khabar hamesha rakhta hai
Don ke samne aadmi ke paas sirf do raaste hote hain … maan jaye ya mar jaye … jaisi uski marzi
Mujhe logo ka khoon karne ka koi shaunk nahin … wohi mujhe majboor kar dete hain
Don ke dushman … Don ke haathon marne ke liye hi paida hote hai
Kisne kaha ki chamatkar nahin hote … zara mujhe kareeb se dekho
Taqat ek nasha hai … aur main us nasha banane waali factory ka eklauta maalik hoon
Taqt ki parvah badshah se zyada uske vazir ko hoti hai
“Sir” … Sir bahut sharif sa lagta hai … call me Don
Don ke dushman ko yeh baat hamesha yaad rakhni chahiye … ki Don kabhi kuch nahin bhoolta
Isse pehle ki Don ka dushman apni pehli chaal chale … Don apni agli chaal chal chuka hota hai
Mujhe apne aap ko zinda rakhna suit karta hai
Koi saboot nahin … toh koi guneghaar nahin
Don aadmi ka naam bhool sakta hai … lekin ye nahin bhoolega … ki usse dafnaaya kahan hai