Kabhi aadmi leke nikalta hai, kabhi kutte leke … akele nikla kar … mard hone ka ehsaas ho jayega
Isse bachane mein mera koi fayda nahi … aur tujhe todh daalne mein mera koi nuksaan nahi
Main baat se zaat jaan jaata hoon … aur harkato se aukaad
Ladki ka peecha chhod de varna tere itne aadmi marenge … ki tujh jaisa tenth fail lashein bhi nahi gin payega
Joh apne peeche nishaan chhodte hai … aksar unka naam aur nishaan mitt jaata hai
Logon ke toh kapde istri kiye hue hote hai … tumhara toh chehra hi istri kiya hua hai
Banda jitna teda haunda hai na … usko seedha karke maarne mein utna hi maaza aata hai
Expiry date aa gayi hai teri
Jab sau kamine marre honge na … tab bhagwan ne tujhe unki kami poori karne ke liye bheja hoga
Assi phutenge nahi … assi kutenge!
Joh log sirf tamasha dekhte hai … unka aksar tamasha ban jaata hai