Bande hain hum uske, hum pe kiska zor … umeedo ke suraj, nikle chaaron aurr … iraade hai fauladi, himmati har kadam … apne haatho kismat likhne, aaj chale hain hum
Maskarre ka khel dhokhe ka khel hota hai … jis mein audience ko lagta hai ki jeet unki ho rahi hai … lekin jeette hum hai, hamesha
Joh duniya ko namumkin lage … wahi mauka hota hai … kartab dikhane ka
Hoshyari, tarkieb aur dokha … teeno mil jaaye toh log usse jadoo samajhte hai
Aaye toh the sharafat se … lekin jayenge toh dhoom machake
Chor aur police ki sirf dushmani hoti hai
Asli jeet badle ki nahi … sapne ki hoti hai
Maafi sazaa se badhke hoti hai
Ya toh chori nahi hogi … ya chor nahi hoga
Dimaag apan ka hai jaise kismis … chota par meetha … zyada chalayega toh ghis jayega
Kaam ka soocho … Kamasutra ka nahi
Chor ki kismat hamesha police ke haathon mein hoti hai