Apun ko apna shakal aur kirdaar mein koi confusion nahi hai … apun jaisa kamina dikhta hai … waisa hich hai
Paisa khuda nahi hai … par khuda kasam, khuda se kam bhi nahi hai
Pehle bada upar jaata hai … phir chota bada ban jaata hai … simple
Mereko apna naam bahut bada karke janeka hai
Department tereko promotion dega … pan retire main karega tereko
Yakeen aur shak mein zara sa hi fasla hai … koi shak?
Aaropi ke khilaaf chargesheet pehle pakki karta hoon … haath baad mein dalta hoon
Raah se bhatakne ki bhool hote hi … zindagi saath chhodna shuru kar deti hai