Jua khelna hi ek pagalpan hai … aur asli jua khelne waala khiladi hota hai
Jab aurat ka dil tootta hai, toh woh apni sari zindagi un tukdon ko baantene mein kharch kar deti hai … aur jab mard ka dil tootta hai, toh woh apni sari zindagi un tukdon ko sametne mein
Aadmi ki khoobsurati uske kaam se pehchaani jaati hai … uski shakal se nahi
Zindagi mein kuch ehsaan aise bhi hote hai … jinki keemat asal se zyada sood mein chukana padti hai
Rangeen zamana hai mausam suhana hai, chhodo bhi ab yeh sharam … nazarein joh karti hai nazaron se baatein, chal woh karen baat hum
Lucky in gambling and unlucky in love
Jeene na degi aankhen teri dilruba mujhe … in khidkiyon se jhaank rahi hai kazaa mujhe
Cha gaya humpe nasha jalwa dekhkar joh tera … woh gaya woh gaya woh gaya, hai dil mera
Jhoomte masti kesu tere lache lache … in adaaon pe teri mar gaye achche achche