Main un cheezon ki smuggling karta hoon, jinki ijaazat sarkar nahi deti … un cheezon ki nahi, jinki ijaazat zameer nahi deta
Aadmi tabhi bada banta hai … jab bade log usse milne ka intezaar kare
Dua mein yaad rakhna
Zindagi ho toh smuggler jaisi … sari duniya raakh ki tarah neeche aur khud dhuen ke tarah upar
Raaste ki parwah karoonga toh … manzil bura maan jayegi
Sher se hal chalaoge toh kisaan toh marega hi
Mushkil toh yeh hai ki main abhi theek tarah se bhigda bhi nahi … aur tumne sudhaarna shuru kar diya
Joh bistar pe zabaan dete hai … woh aksar badal jaate hai
Jinki manzilein ek hoti hai … woh raaston par hi toh milte hai
Hamari tasveerein kheench ke apni dukaan mein laga lena … kabhi zaroorat padhe, toh dono mein se ek bhagwan chun lena
Agar dhanda shanti se karna hai toh … dhamake toh karne hi padenge
Jab dost banake kaam ho sakta hai … toh phir dushman kyun banaye?
Joh apni maa ki izzat nahi karte … main unka baap bankar aata hoon
Sooch lo, baat khatam karni hai … ya kahani shuru
Yeh umar sudharne ki nahi … bigharne ki hai
Jaise tu hua tha … upar waale ki dua se, thodi mehnat se … aur bahut sari lagan se
Himmat batai nahi … dikhai jaati hai
Kashti leharon se takrayegi … toh hi kinaare naseeb honge
Main har kaam paise ke liye nahi karta
Supari li hai toh chuna nahi lagaunga
Main apne kaam karne ka tareeka badal raha hoon … tevar nahi
Jurm ke raaste kitne bhi makhmali kyun na hoon … khatam toh jail ke kambal mein hi hote hai
Joh apne beete huye kal se bhaagta hai … woh zindagi ki race kabhi nahi jeetta
Aaj ka kaam kal par chhodonga … toh aaj bura maan jayega
Chaukiyan chahe police ki ho … shehar ke commissioner to hum hi log hai
Agar kisi cheez ki lat padh jaye … toh woh lat aadmi ki pehchaan ban jaati hai
Tumhari baat ka jawaab de diya … toh tumhara sawaal bura maan jayega
Waqt bhi kahan badalta hai … sirf guzarta hai
Aadmi halaat bighadane ke liye burre kaam nahi karta … halaat sudhaarne ke liye karta hai
Koi bhi dhanda aadmi ki himmat se bada nahi hota
Isse zindagi se zyada apni jeet pyari hai
Gufaa mein andhera kitna hi ho … kinaare pe roshni zaroor hoti hai
Ab dekhna yeh hai ki aankh milake baat karta hai … ya peet peeche vaar
Insaan ki dukhti rug uski har taqat se badhkar hoti hai
Aaj ke baad tu sirf wohi bolega … joh main sunna chahta hoon
Is khel mein joh power hai na … uska nasha hi alag hai
Garam joshi achchi cheez hai … lekin agar hadh se badh jaye toh khud ko jaala deti hai
Gaadi chahe kitni bhi tezz ho … usse rokne ke liye ek keel kafi hai
Desh se wafaadari kisi ek shaksh se gaddari se kahin zyada badhkar hoti hai