Apne yahan ki mitti ki khushboo hai na … woh toh ajnabi logo ki saanson mein bhi sanskar bhar deti hai
Agar tumhare maathey ki bindiya aur maang ka sindoor, suhaag ki nishani nahi kalank hai … toh mitta do isse
Yahan maa baap ke liye aulad sab kuch hai … aur aulad ke liye maa baap?
Jahan life partners badal sakte hain … toh naam kyun nahi?
Tum usse apna samajhte ho, joh madad leta hai … main usse apna kehta hoon, joh madad deta hai
Shareer jitna thanda hoga, jalne mein utna hi anand aayega
Abhi shareer mein garmi hai beta … jab thanda ho jaye toh jhauk dena aag mein
Beti ke aasoon dekh kar bhi yadi pita ka dil na roye … toh woh dil nahin patthar hai
Desh pe marne waala, kabhi nahin marta
Jab yahan se jao, toh itne kalank saath lekar mat jaana … jinhe Ganga maiya bhi na dho sakey
Sharam yahan ka sabse anmol gehna hai
Jab paschatap nahi … toh prayaschit bhi nahi