Yeh insaan nahi hai … yeh toh machine hai … aaisi machine joh sirf note chaapti hai aur note khaati hai
Vaade aksar toot jaate hai … koshishien kamyab ho jaati hai
Tofha dene waale ki neeyat dekhi jaati hai … tofhe ki keemat nahi dekhi jaati
Sharaabi ko sharaabi nahi toh kya pujari kahoge … gehun ko gehun nahi toh kya jwari kahoge
Sharaab ki botal pe agar main label ki tarah chipak gaya hoon … toh is label ko chipkane waale aap hai
Samundar mein tairne waale … kuon aur talaabon mein dupkiyan nahi lagaya karte
Mooche ho to Nathulalji jaise ho … warna na ho
Main ek kalakar hoon … makkar nahi
Kalakar sirf taarif ka bhooka hota hai … paise ka nahi
Jisne pee nahi whiskey … kismat phoot gayi uski
Jinka apna dil toota hota hai … woh auron ka dil nahi todha karte
Jigar ka dard upar se kahin malum hota hai? … ki jigar dard upar se nahin malum hota hai
Inki taarif kya karen … yeh toh sarr se paun tak taarif hi taarif hai
Hamari zindagi ka tambu teen bambuon pe khada hua hai … shayari, sharaab aur aap
Duniya ke samne haath nahi jodhte … warna kaam nikal jaane ke baad duniya waale haath todh dete hai
Dar badar sarr patakne se bhala kya hoga … wahi hoga joh taqdeer mein likha hoga
Aapne mujhe woh sab diya jise bazar se khareed ke ek ghar mein sajaya ja sakta hai … magar woh sukh kabhi nahi diya jise ek dil mein sajaya ja sake
Aap bhi itna samajh le mujhko samjhane ke baad … aadmi majboor ho jaata hai dil aane ke baad
Aaj ki duniya mein agar zinda rehna hai … toh duniya ke button apne haath mein rakhne parte hai
Aaj kal ke daud mein hasi ki phasal ughti kahan hai
Aaj itni bhi maisir nahi mainkhane mein … jitni hum chod diya karte the paimane mein
Aaj itni bhi maisir nahi maikhane mein … jitni hum chhod diya karte the paimane mein