Follow us on Google News

Tees Maar Khan Movie Dialogues

Textbook se copy karta hua student … aur tees maar khan ke bheje se nikla hua plan … kabhi fail nahi ho sakta

Tawaif ki lutti izzat bachana … aur tees maar khan ko qaid karna … dono bekaar hai

Kutte ke mooh se haddi … aur tees maar khan ki noton ki gaddi … dono cheenana bekaar hai

Tube se nikla hua toothpaste … aur tees maar khan ki diyi hui zubaan … kabhi wapas nahi jaati

Ughta hua suraj aur bhaagta hua tees maar khan … dono kabhi kisi ke haath nahi aate

Aadmi ki shakal achchi na ho na … toh baatein achchi kiya karte hai

Chaand se dhoop ki umeed karna … aur tees maar khan se imaandari ki … dono bekaar hai

RELATED ARTICLES

Latest