Zameen toh maa hoti hai … aur maa ke tukde nahi kiye jaate
Aap hamare paseene se logon ka khoon chooste hai
Vishvas toh ek aaisa bandhan hai … joh ek insaan ko doosre insaan ke kareeb lata hai
Shehar mein rehkar, nayi roshni mein palkar … hamara libaas badal sakta hai … hamari sabhyata toh nahi
Yeh dharti ek aaisi hatheli hai … jis par kisaan hal chalakar, insaan ke taqdeer ki lakeerein kheenchta hai
Logon ke paas tann dhakne ko kapda nahi … aur inhe tann dhakne ka shaunk nahi
Ration par bhashan bahut hai … lekin bhashan par ration koi nahi