Randeep Hooda is all set to make his directorial debut with Swatantrya Veer Savarkar. The film will release in theatres on March 22. The trailer starts by showcasing Veer Savarkar being regarded as the most dangerous man in the country by the British colonisers.
While showcasing the never-before-seen avatar of Randeep Hooda as Veer Savarkar, the movie aims to explain his ideology of Hindutva which states that the nation is above religion.
While featuring Savarkar’s personal life with his wife Yamunabai Savarkar, the trailer shows his undying devotion to his motherland. The trailer also gives us a glimpse of Savarkar’s plan to unleash a war of terror on the British with the help of his fellow countrymen.
We have powerful dialogues from the trailer of Swatantrya Veer Savarkar starring Randeep Hooda , Ankita Lokhande . Check out Crew Dialogues below:
Hum Sab ne padha hai ki Bharat ko azadi ahinsa se hi Mili hai
Randeep Hooda : 1857 ke ladai mein Hindu aur Musalman ek hoke lade the kyki Desh dharam se uper hota hai
Randeep Hooda : Mazzini ne ankhand italy Banya tha hum ankhad Bharat banayenge
Ankita Lokhande : Sagar ke us par jaane se ashubh ho sakta hai
Randeep Hooda : Are ye Sagar to Bharat mata ke charan dhota hai Puri duniya ghuma ke mujhe phir se tumhare pass le aayega
Hinsa se sangharsh ho sakta hai lekin samadhan nahi
Randeep Hooda: Mai aise logo ko dudh raha hu jo Zinda angrezo ka kaleza phad khaa jaaye
Randeep Hooda: 1912 tak hum inko maar maar ke bhaga denge ya inko marte marte mer jaayenge
Randeep Hooda: Uper wale ne ek zindagi di thi judge shaha ne do de di
Aaj hum angrezo ke paksh mein ladenge kal wo bhi hamari madat karega
Ye azad Hindustan mein democracy nahi balki sultanate chahiye
Randeep Hooda: Angrezo ke jaane ke baad Bharat ko sultanate banane ka prayas kiya gaya to hum mughalo ka raaz dubara nahi ane denge
Randeep Hooda: Fauj mein bharti ho jaao training lo phir samay batayega ki banduk ki nali kis aur ghumani hai
Randeep Hooda : Hind se pyaar karne wale hum sab hindu hai
Randeep Hooda : Aap ne kabhi socha hai congress mein kisi member ko kaala paani ki saja ky nahi hui