He is known as the serial kisser, but this serial kisser always has power-pact dialogues in his movies that are worth a dozen of whistles. On Emraan Hashmi’s birthday, we bring you some of his dialogues that cannot be forgotten! Take a look…
MR. X
Main woh Raghu Ram Rathod nahi jo kanoon ke dairey mein rehkar na insaafi bardasht karega. Main woh MR. X hoon jo kanoon todkar insaaf karega!
AWARAPAN
Ek awaaz hai joh mere kano mein goonjti rehti hai… ek chehra hai joh meri aankhon ke samne baar baar aa jata hai… mere dil ka sukoon thi woh
JANNAT
Jo sochta hai… woh zindagi bhar sochte hi reh jaata hai
ONCE UPON A TIME IN MUMBAAI
Agar dhanda shanti se karna hai toh… dhamaake toh karne hi padenge
MURDER 2
Bhagwan ke pehle yah baad agar koi cheez hai… toh woh hai dhan, daulat, rokda… imaandari ka certificate nahi
THE DIRTY PICTURE
Mujhe to chadhi zehar ki tarah… ki ab pani bhi peeta hoon na to aag lag jati hai
JANNAT 2
Log apni zindagi banate hai… main apni Jannat banata hoon
RUSH
Jab aadmi risk nahi leta… uska sab kuch risky ho jaata hai
RAJA NATWARLAL
Risk aur opportunity ke beech mein hi toh chance milta hai… aur jo uss chance ke saath romance karta hai, woh hi asli raja kehlata hai
UNGLI
Jitna dum aapke ek haath mein nahi hai … utna dum hamari ek ungli mein hai