Song : Kya Yehi Pyaar Hai
Music Reprised By : Amaal Mallik
Singer : Armaan Malik
Lyrics : Rashmi Virag
Music Producers : Abhijit Vaghani & Amaal Mallik
Check out Kya Yehi Pyaar Hai Song Lyrics by Armaan Malik starring Sunny Kaushal, Nushrratt Bharuccha
Naa Jaaga Naa Soya
Kahan Main Hoon Khoya
Samajh Mein Naa Aata
Hai Kuch Lekin
Tumhare Bina Ek Bhi Saans Lena
Hai Mere Liye Ab To Namumkin
Chalta Hi Rehta Teri Aur Yeh Dil
Ek Pal Theharta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai
Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
Waqt Guzarta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai
Main Teri Har Baat Mein
Haan Mein Haan Milata Hoon
Tu Jahan Bhi Jaati Hai
Main Wahin Pe Aata Hoon
Dhadka Hai Aise
Tumhein Dekh Ke Dil
Sambhale Sambhalta Nahi
Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai