Singer :  Jaspreet Jasz, Chinmayi Sripada
Music Director :  Devi Sri Prasad
Writer :  Raqueeb Aalam
Layi
 Baadalon Se Aane Waale
 Mehfilon Pe Chaane Waale
 Aatisho Ke Dariya Mein Nahane Waale
 Layi
 Zalzalaa Mein Aane Waale
 Surya Ko Bujhane Waale
 Aasman Hatheli Pe Uthane Waale
 Layi
 Na Choori Se, Khanjar Se
 Mujhe Maare Tu Nazar Se
 Mujhe Dekh Dekhe Dil Bharle
 Na Milungi Main
 Jeele Ya Marle Chahe Kuch Karle
 Baadalon Se Aane Waale
 Mehfilon Pe Chaane Waale
 Aatisho Ke Dariya Mein Nahane Waale
 Zalzalaa Mein Aane Waale
 Surya Ko Bujhane Waale
 Aasman Hatheli Pe Uthane Waale
 Layi
 Main Jeet Ki Behti Dhara
 Ambar Ka Saiyara
 Agar Jo Main Haara Duniya Mit Jaayegi
 Kya Koyi Ajuba Tu Hai
 Jo Shaan Mein Dooba Tu Hai
 Paas Agar Aaya Hasti Mit Jayegi
 Nikle Bepar Badnate
 Aakhon Se Qismat Baate
 Mujhko Nachane Ka Khayal Na Kar
 Parvat Ki Pehnoon Paayal
 Qismat Mere Aage Saayal
 Mere Jadoo Se Kaise Tu Bachega
 Ye Socha Kar
 Baadalon Se Aane Waale
 Mehfilon Pe Chaane Waale
 Aatisho Ke Dariya Mein Nahane Waale
 Zalzalaa Mein Aane Waale
 Surya Ko Bujhane Waale
 Aasman Hatheli Pe Uthane Waale
 Ye Raaj Tilak Sihasan
 Dilo Pe Apna Shasan
 Ye Chaahat, Ye Marzi Upar Waale Ki
 Ye Gurbat Aur Amiri Sab Ye Soch Hai Teri
 Ye Niyat Khudgarzi Dhokhebazon Ki
 Ye Hai Riyasat Meri
 Tu Kar Hifaazat Teri
 Bhanwre Aisa Na Ho Tu Jal Jaye
 Bhanwre Ko Kisne Roka
 Phoolo Se Rass Ko Lega
 Aisa Na Ho Pal Bhar Mein
 Is Duniya Se Tu Mit Jaye
 Shero Ki Maharani Hun Main
 Jang Mein Mardani Hun Main
 An-Suni Wo Jeet Ki Kahani Hun Main
 Har Zaban Pe Bari Bari
 Bas Meri Hai Jai Jaikari
 Sar Saje Is Taj Ki Diwani Hun Main
 Layi.. Layi..

