Singer :  Anupama Deshpande, Sudesh Bhonsle
Music Director :  Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Writer :  Sameer
Haan To Sahibaan Meherbaan
 Kadardaan Main Aa Gaya
 Aaj Mein Aapnko Ek Baat Bataunga
 Samaj Gaye To Thik
 Na Samaje To Samjaunga
 Baat Bade Kaam Ki Hain
 Har Khaaso Aam Ki Hain
 Ajee Baat Kyaa Ek Raaz Hain
 Jis Mein Soor Hain Aur Saajh Hain
 Samaj Gaye To Kahena Sabaash
 Pyaare Humein To Thi Teri Hi Talaash
 Aaj Pooran Maashi Hain
 Uss Raaz Ka Naam Talaashi Hain
 Ho Ho Ho?Ho Ho
 Haa Jeevan Mein Pyase Ko
 Paani Ki Talaash Hain Haan
 Jeevan Mein Pyase Ko
 Paani Ki Talaash Hain
 Mujh Jaise Raaj Ko
 Ek Raani Ki Talaash Hain Haan
 Murakh Aur Na Samja Ko
 Gyani Ki Talaash Hain
 Marne Wale Ko
 Zindagani Ki Talaash Hain
 Garaz Hain Ye Meherbaano Haa
 Humko Tumhari Meherbaani
 Ki Talaash Hain Haa
 Ho Jeevan Mein Pyase Ko
 Paani Ki Talaash Hain
 Talaashi Ik Na Ilaaz Bimaari Hain
 Jiske Dum Par Ye Duniya Jaari Hain
 Jis Din Khatam Ho Jaayegi Talaash
 Insaan Banjayega Ik Zinda Laash Kyun Ki
 Dharti Waalo Ko
 Chaand Taaro Ki Talaash Hain Haa
 Bichhade Huye Ko
 Apne Pyaaro Ki Talaash Hain Haa
 Neeta Ko Naye Naye
 Naaro Ki Talaash Hain
 Hum Besaharo Ko
 Saharo Ki Talaash Hain
 Tuti Huyi Kashti Ko
 Kinaaro Ki Talaash Hain
 Nazron Ki Dil Kash
 Nazaron Ki Talaash Hain
 Kanya Kunwari Ko..
 Kanya Kunwari Ko
 Kunwaro Ki Talaash Hain
 Kanya Kunwari Ko
 Kunwaro Ki Talaash Hain
 Sekadowalo Ko
 Hazaron Ki Talaash Hain
 Bus Ab Mein Thak Chuka Hoon
 Bahot Kuch Bak Chuka Hoon
 Aankhewale Andhe Ko
 Nigahon Ki Talaash Hain Haan
 Chor Aur Chako Ko
 Ghunaho Ki Talaash Hain Haan
 Humko To Gori Gori
 Bahon Ki Talaash Hain
 Jeevan Mein Pyase Ko
 Paani Ki Talaash Hain Haan
 Ye Ek Heere Ki Anghuthi Hain
 Humse Kuch Kuch Ruthi Hain
 Iss Ki Kanya Turaashi Hain
 Aur Humne Hi Ye Tarashi Hain
 Iss Bechari Ko Becharo Ki Talaash Hain
 Kismat Ki Maari Ko
 Aawarao Ki Talaash Hain
 Beti Sunaar Ki Haay..
 Beti Sunaar Ki Luharo Ki Talaash Hain
 Jeevan Mein Pyase Ko
 Paani Ki Talaash Hain
 Mujh Jaise Raaj Ko
 Ek Raani Ki Talaash Hain
 Bus Ab Mein Thak Chuka Hoon
 Bahot Kuch Bak Chuka Hoon
 Khade Khade Mein Dol Chuka Hoon
 Zindagi Aur Maut Ke Beech
 Sadiyon Se Jang Jhaari Hain
 Zindagi Hamesa Maut Se Haari Hain
 Maut Ek Haqikaat Hain
 Zindagi Fasana Hain
 Jaante Hain Ye Magar Sab
 Kisane Ye Maana Hain
 Aaj Nahi Maana To Kal Maan Jaoge
 Kyaa Samjhe
 Maut Aur Zindagi Ka Fark
 Mere Bhaai Jaan Jaaoge
 Isi Liye To Kaheta Hoon
 Jeevan Mein Pyase Ko
 Paani Ki Talaash Hain Haan
 Jeevan Mein Pyase Ko
 Paani Ki Talaash Hain
 Mujh Jaise Raaj Ko
 Ek Raani Ki Talaash Hain
 Murakh Aur Na Samja Ko
 Gyani Ki Talaash Hain
 Marne Wale Ko
 Zindagani Ki Talaash Hain
 Thode Kahe Ko Samachaar Samjana
 Thode Likhe Ko Taar Samja Na
 Thoda Padha Akhbaar Samjana
 Are Nahi Samje Bekaar Samjana
 Phir Se Tum Ik Baar Samaj Na
 Jeevan Mein Pyase Ko
 Paani Ki Talaash Hain.
