Singer :  Hemlata (Lata Bhatt), K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)
Music Director :  Ravindra Jain
Writer :  Ravindra Jain
Kaun Hai Aisa Jise Phoolo Se
 Geeto Se Panchiyo Se Pyar Na Ho
 Kaun Hai Aisa Jise Phoolo Se
 Geeto Se Panchiyo Se Pyar Na Ho
 Kaun Hai Aisa Jise Phoolo Se
 Geeto Se Panchiyo Se Pyar Na Ho
 Pyar Ke Bina Pura Koi Saringar Na Ho
 Kaun Hai Aisa Jise Phoolo Se
 Geeto Se Panchiyo Se Pyar Na Ho
 Jiwan Hai Phul Man Ek Panchi
 Sans Sans Me Geet Re
 Man Panchi Fir Udna Na Chahe
 Le Jo Use Koi Jeet Re
 Jina Re Wo Kaisa Agar Kisi Pe
 Apna Koi Adhikar Na Ho
 Kaun Hai Aisa Jise Phoolo Se
 Geeto Se Panchiyo Se Pyar Na Ho
 Is Anjane Me Shahar Me Aake
 Man Kitna Bechain Tha
 Kisko Khabar Thi Inhi Galiyo Me
 Chupa Mere Dil Ka Chain Tha
 Khushi To Khushi Hai Us Khushi Ka
 Hotho Se Chahe Izhar Na Ho
 Kon Hai Aisa Jise Phoolo Se
 Geeto Se Panchio Se Pyar Na Ho
 Pahle Pahal Jab Mujhse Mile The
 Tum Kitne Hairan The
 Tum Meri Mai Tumhari Najar Me
 Dono Hi Nadan The
 Mere Humdum Aisi Galti Hamse
 Fir Is Bar Na Ho
 Pyar Ke Bina Pura Koi Saringar Na Ho
 Kaun Hai Aisa Jise Phoolo Se
 Geeto Se Panchiyo Se Pyar Na Ho.
