Singer :  Ali Zafar, Shankar Mahadevan, Mahalakshmi Iyer, Gulzar
Music Director :  Shankar-Ehsaan-Loy
Writer :  Gulzar
Lahu Luhaan Hua Hai Falak
 Yeh Kaisa Loha Pighla Hai
 Ek Suraj Doob Gaya Peeche
 Ek Suraj Saamne Nikla Hai
 Haan..
 Maana-Waana Ishq-Vishq Pe Zor Toh Nahin
 Dil Mein Dum Hai, Haal-Chaal Kamzor To Nahin
 Ishq Ki Chaal Pe Maat Manzoor Hai
 Arey O Bandey Mauqa Hai
 Arey O Chalne-Walne Ka Mauqa Hai
 Ho Ishq Mein Jalke Aag Hui Jab Moz’zam Hua
 Haan Ishq Me Jalke Aag Hui To…
 Nakhriley.. Nakhrile, Nakhreele Do Rasheele
 Humpe Do Nashile Naino Ki Aaha Bochar Ho Gayi
 Ho.. Nakhriley, Nakhriley Do Rasheele
 Humpe Do Nashile Naino Ki Aaha Bochar Ho Gayi
 O Laawarishon Ki Na Poocho
 Unka Sagga Ek Dil Hai
(..Sargam..)
 Laawarishon Ka Na Koi
 Haan Unka Bada Ek Dil Hai
 Hai Sajde Mein Aakhein Wo Uthayein
 Hum Uske Hain To Jalwa Dikhayein
 Hai Sajde Mein Aakhein Wo Uthayein
 Hum Uske Hain To Jalwa Dikhayein
 Ho Chhaliya Chhal Gaye, Chhal Gaye, Chhal Gaye Wo Naina
 Khatm Kare Jo Haaye
 Bhasm Kare Jo Hai
 Shaam Bujhaye Aur Jalaye
 Kat Jaaye Ratiya, Ratiyan, Ratiya..
 Chal Na Raakh Ho Jaayein
 Arey O Bandey Mauqa Hai
 Arey O Chalne-Walne Ka Mauqa Hai
 Ho Ishq Me Jalke Aag Hui To…
 Nakhriley.. Nakhreele, Nakhreele Do Rasheeley
 Humpe Do Nashile Naino Ki Aaha Bochar Ho Gayi
 Haan…
 Dardile, Dardile Qisse Saare Dardile
 Dardile.. Rishte Saare Dardile
 Yeh Qisse Saare.. Dardile
 Ye Rishte Saare.. Dardile
 Afsaane Saare Hote Hain.. Dardile
 Teri Aankhon Ki Aab-O-Hawa Mein Jeeun
 Teri Maujoodgi Ki Fizaa Mein Jeeun
 Teri Baaton Se Hum Toh Badal Jaate Hain
 Meri Aankhon Ke Mausam Badal Jaate Hain
 Ho Mausam Sardi, Mausam Garmi
 Sard Bhi Tu Hai, Garam Bhi Tu Hai
 Aag Lage, Pyaas Lage
 Pyaas Lage, Aag Lage
 Jal Jaane De… Ho..
 Nakhriley.. Nakhreele, Nakhreele Do Rasheeley 
 Humpe Do Nashiley Naino Ki..
 Aaha Bochhar Ho Gayi
 Haan Nakhrile, Nakhriley Do Rashiley
 Humpe Do Nashile Naino Ki Aaha Bochar Ho Gayi

