Follow us on Google News

Song Lyrics of ‘Khichdi’

Mehaka mehaka dana gham ka
Mehaka dana khushi ka
Dane mil gaye aise khil gaye

Ban gayi yhe zindagi jaise
Pyaari pyaari khichdi
Lo pak gayi dekho hamari khichdi

Hey khichdi tera kya kehna
Khane se lipstick bhi
Kharab nahi hoti bhisab
Kismat ki tu hai judwa behna

Kabhi banti to kabhi bigati baba
Kabhi achhi bahli

Main to apne baday par bhi
Khichdi hi kata hun cake kabhi nahi
To kabhi mushkil tujhe hai sehna
Blkul babuji jaisi

Kabhi beva kabhi dulhan
Kabhi yuawan kabhi bachpan

Kabhi mujhisi zinda dil bhi
Kaisi hai yeh hamari khichdi
Aye haalo haalo kahne hamari khichdi
Lo aa gyi sabko lubhne khichdi.

RELATED ARTICLES

Latest