Follow us on Google News

Song Lyrics of ‘Vishweshwararaya mahadevaya’ from Devon Ke De Mahadev

 

Visvesvaraya Mahadevaya
Tryambakaya Shiva Shivaay
Tripurantakaya Trikalagni Kalaya
Kalagnirudraya Shiva Shivaay

Nilkanthay Manthanjaya
Sarveshwarai Sadasivay
Mardam vande sada shivaay
Mata Priya Shiva Shivaay

Shiva Amit agmay
Agochar antyami hai
Shiv kal samay aur bhagya
Sristi ke swami hai
Shiv rachit hai jag ye sara
Vish ko bhi kanth utara
Hai bade dayalu bhole
Aur vardani hai

Bam bam bam bam bam
Bhole
Bbam bam bam bam bhole
Bam bam bam bam bam
Bhole
Bbam bam bam bam bhole

Visvesvaraya Mahadevaya
Tryambakaya Shiva Shivaay
Tripurantakaya Trikalagni Kalaya
Kalagnirudraya Shiva Shivaay 

Nilkanthay Manthanjaya
Sarveshwarai Sadasivay
Mardam vande sada shivaay
Mata Priya Shiva Shivaay

Yatra tatr sarvatr
Hai shiv avinashi hai
Shiv kann kann mein base
ghat ghat vasi hai
Shiv jhat mein ganga dhare
bhakto ke hare dukh sare
Shib bhakto ke hai bhakt
sakht anugami hai

Yatra tatr sarvatr
Hai shiv avinashi hai
Shiv kann kann mein base
ghat ghat vasi hai
Shiv jhat mein ganga dhare
bhakto ke hare dukh sare
Shib bhakto ke hai bhakt
sakht anugami hai

RELATED ARTICLES

Latest