Song Name – Aawaara Angaara
Movie – Tere Ishk Mein
Song Composed, Produced, and Arranged by A.R. Rahman
Vocals – Faheem Abdullah
Lyrics – Irshad Kamil
Music Supervisor and Editor – Hiral Viradia
Check out Aawaara Angaara Song Lyrics from Tere Ishk Mein starring Kriti Sanon and Dhanush
Teri kayanat
Mere khali haath
Aur taar-taar sapne
Gaye jakhm jaag mere seene aag
Lage saans-saans tapne
Awaara awaara Awaara angara
Raaton mein duba Ambar ka banjara
Jaane tuta kyun Main sheesa naa tara
Mera imtihaan tu jo le raha hai ab na riyaytein kare
Maine ishq sikha maine pyar sikha tu chahe nafratein kar
Maine dil diya hai maine dukh liya hai tu sauda imaan le par
Mera tera imtihaan tujhe le raha hai ab naare aayat kar
Awaara awaara awaara angaara
Raaton mein duba ambar ka banjara
Jaane tuta kyun mein sheesha na tara
