Home Blog Page 17666

Mini trail 5: Jab Sejal lost her ring and Harry lost his mind!

0

Shah Rukh Khan and Anushka Sharma starrer JAB HARRY MET SEJAL mini trails are making waves all around the world and now the makers have released the fifth mini trail and it’s funny as well as very intriguing.

In the latest mini trail, Sejal is searching for her ring which her fiancé gave her, while Harry helps her find the lost ring.

Reportedly Ranbir Kapoor will be essaying the role of Sejal’s fiancé.

In this cute mini trail, we see sweet camaraderie between Harry and Sejal as she pleases Harry with her antics.

Shah Rukh Khan posted the fifth trail on his social media. Check it out

Akshay Kumar to be back on television with this show

0

Akshay Kumar’s love for comedy is well known and also the actor’s comic timing is terrific.

Now much to the delight of his fans the actor will be judging an upcoming show titled The Great Indian Laughter Challenge.

Announcing about the show the actor posted on a micro-blogging site:

So with the comedy king himself as the judge of the show we are pretty sure that the audiences are eagerly looking forward to this show.

ISHAQZAADE Arjun and Parineeti reunite for SANDEEP AUR PINKY FARAAR

0

Arjun Kapoor and Parineeti Chopra made their Bollywood debut with ISHAQZAADE and now after five years they will be coming together again for SANDEEP AUR PINKY FARAAR.

Directed by Dibaker Banerjee SANDEEP AUR PINKY FARAAR is a story of a man and a woman who represent two completely different India.

ARJUN KAPOOR AND PARINEETI CHOPRA

Talking about the film Parineeti Chopra shared, “After ISHAQZAADE, Arjun and I used to dream about working with Dibakar one day! His films are so different and always make an impact. I am so ready to bite my teeth into this character and give the audience something intense!”

While an elated Arjun said, “Arjun Kapoor said, “It feels great to be back home at YRF working with Adi Sir and Parineeti, my most amazing and first ever co- actor. Dibakar Banerjee is a name synonymous with being the torchbearer of evolving new age cinema that engages and entertains. I can’t wait to work under his tutelage and vision. Main Dibakar aur Parineeti ke saath faraar hone ke liye fully tayyar and excited hoon.”

Talking about the film Dibakar added, “This feels like my first film, again. I've had to unlearn everything I know to tell this story about a man and a woman who can't stand each other but can't survive without each other.'

Revealed: Khiladi Akshay Kumar’s look from GOLD

0

Khiladi Akshay Kumar certainly knows how to keep his fans asking for more. Yesterday the actor shared on a social networking site his look from his next film titled GOLD.

Check out his look here:

Directed by Reema Kagti GOLD is a biopic based on the life of hockey player Balbir Singh, who was part of the team that won first Olympic for the Independent India.

GOLD also stars Mouni Roy, Amit Sadh and Kunal Kapoor in pivotal roles.

Song lyrics : Keh Rahi Hai Raat Andheri

0

Singer : Talat Mahmood
Music Director : Vasant Desai
Writer : Noor Lakhnavi

Keh Rahi Hai Raat Andheri
Ye Jahan Kuchh Bhi Nahin
Chaand Sooraj Aur
Zameen O Aasmaan Kuchh Bhi Nahin
Kah Rahi Hai Raat Andheri

Jinke Mehlon Mein Sadaa
Bajti Rahin Shehnaayiyaan
Jinke Mehlon Mein Sadaa
Bajti Rahin Shehnaayiyaan
Khaaq Ke Kuchh Dher Hain
Baaki Nishaan Kuch Bhi Nahin
Keh Rahi Hai Raat Andheri

Jinke Gusse Ki Sadaa Se
Kaanpne Lagte Thhe Dil
Aaj Hain Khaamosh Aise
Aaj Hain Khaamosh Aise
Jyun Raha Kuchh Bhi Nahin
Keh Rahi Hai Raat Andheri

Kuchh Yahaan Ke Waaste Kar
Kuchh Wahaan Ke Waaste
Imtihaan Hi Imtihaan Hai
Aur Yahaan Kuchh Bhi Nahin
Keh Rahi Hai Raat Andheri
Ye Jahan Kuchh Bhi Nahin.

Song lyrics : Duniya Mein Jina Hi Padega

0

Singer : Talat Mahmood
Music Director : Vasant Desai
Writer : Noor Lakhnavi

Duniya Mein Jeena Hi Padega
Jiye Ja Jiye Ja Jiye Ja Jiye Ja
Duniya Mein Jeena Hi Padega
Jiye Ja Jiye Ja Jiye Ja Jiye Ja
Khune Jigar Pina Hi Padega
Piye Ja Jiye Ja

Kadam Kadam Par Hawa Buri Hai
Kadam Kadam Par Hawa Buri Hai
Kahi Pe Kate Kahi Churi Hai
Dil Ke Jakham Siye Ja
Dil Ke Jakham Siye Ja
Jiye Ja Jiye Ja

Jal Jal Ke Rahna Hi Hoga
Jal Jal Ke Rahna Hi Hoga
Bhul Ke Sitam Sahna Hi Hoga
Khun Ke Ghut Piye Ja
Khun Ke Ghut Piye Ja
Jiye Ja Jiye Ja

Dunia Se Kuch Kam Na Le
Dukh Le Le
Dukh Le Le Aaram Na Le
Apna Kam Kiye Ja
Apna Kam Kiye Ja
Jiye Ja Jiye Ja
Duniya Mein Jina Hi Padega
Jiye Ja Jiye Ja.

Song lyrics : Nigaahen Ladte Hi

0

Singer : Shamshad Begum
Music Director : Vasant Desai
Writer : Noor Lakhnavi

Nigaahen Ladte Hi Dil Ka
Machalna Dekhte Jaao
Nigaahen Ladte Hi Dil Ka
Machalna Dekhte Jaao
Zara Si Thhes Me Duniya
Badalna Dekhte Jaao
Nigaahen Ladte Hi Dil Ka
Machalna Dekhte Jaao
Nigaahen Ladte Hi

Niraala Hai Tamaasha Dil Bhi
Mazboori Pe Hansta Hai
Jigar Mein Aag Hai Ae Ae
Aur Aankhon Se Paani Barasta Hai
Bhari Barsaat Mein Ik
Ghar Ka Jalna Dekhte Jaao
Bhari Barsaat Mein Ik
Ghar Ka Jalna Dekhte Jaao
Nigahe Ladte Hi Dil Ka
Machalna Dekhte Jaao
Nigahe Ladte Hi

Yeh Woh Betaabiyaan Hain
Kuchh Thikana Hi Nahi Jinka
Agar Dekha Na Ho Toofaan
Me Behta Huaa Tinka
Toh Mere Dil Ka Girna
Aur Sambhalna Dekhte Jaao
Toh Mere Dil Ka Girna
Aur Sambhalna Dekhte Jaao
Nigahen Ladte Hi Dil Ka
Machalna Dekhte Jaao
Nigaahen Ladte Hi

Tumhe Bhaate Na Thhe
Shikawe Mere Aur Zindagi Meri
Idhar Aao Nazar Aayegi
Tumko Bebasi Ee Ee Meri
Kisi Armaan Bhare Ka
Damm Nikalna Dekhte Jaao
Kisi Armaan Bhare Ka
Damm Nikalna Dekhte Jaao
Nigahe Ladte Hi Dil Ka
Machalna Dekhte Jaao
Zara Si Thhes Mein Duniya
Badalna Dekhte Jaao
Nigaahen Ladte Hi Dil Ka
Machalna Dekhte Jaao
Nigaahen Ladte Hi.

Song lyrics : Nazaron Mein Samaane Se Qaraar

0

Singer : Rajkumari Dubey
Music Director : Vasant Desai
Writer : Noor Lakhnavi

Nazaron Mein Samaane
Se Qaraar Aa Na Sakega
Tum Paas Nahin Dil Ko
Ye Bahala Na Sakega

Tasvir Nigaahon Mein
Khaamosh Tumhaari
Jo Sun Nahin Sakati
Kabhi Fariyaad Hamaari
Ye Khaali Tasavvur
Kisi Kaam Aa Na Sakega
Tum Paas Nahin Dil Ko
Ye Bahala Na Sakega
Aa Aa Nazaron Mein Samaane

Aayega Khayal Aake
Oh Oh Oh
Aayega Khayal Aake
Guzarata Hi Rahega
Aahein Koyi Dil Thaam
Ke Bharata Hi Rahega
Taskin Ki Surat Koyi
Batala Na Sakega
Tum Paas Nahin Dil Ko
Ye Bahala Na Sakega
Aa Aa Nazaron Mein Samaane

Takarayenge Ham Sar
Kabhi Deewaar Se Dar Se
Har Saans Mein Ubalega
Lahu Zakhm E Jigar Se
Dil Dhundhega, Aa Aa Aa
Dil Dhundhega Tadapega
Tumhein Pa Na Sakega
Tum Paas Nahin Dil Ko
Ye Bahala Na Sakega
Aa Aa Nazaron Mein Samaane.

Song lyrics : Kya Kya Na Log Chal Base

0

Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Vasant Desai
Writer : Noor Lakhnavi

Kya Kya Na Log Chal Base
Kya Kya Na Log Chal Base
Shauq E Jamaal E Yaar Mein
Hamse Hazaaron Mit Gaye
Hamse Hazaaron Mit Gaye
Haalat E Intezaar Mein

Poori Tarah Khile Na Phool
Rah Gayin Dil Mein Hasratein
Rah Gayin Dil Mein Hasratein
Baag Hi Sara Jal Gaya
Baag Hi Sara Jal Gaya
Aag Lagi Bahaar Mein
Kyaa Kyaa Na Log Chal Base
Shauq E Jamaal E Yaar Mein

Pheeki Padi Hai Chaandni
Taare Bhi Jhilmilaate Hain
Taare Bhi Jhilmilaate Hain
Sab Hain Nazar Mein Beqaraar
Sab Hain Nazar Mein Beqaraar
Dil Jo Nahin Qaraar Mein
Kya Kya Na Log Chal Base
Shauq E Jamaal E Yaar Mein

Mit Bhi Gaye To Kya Huaa
Maut Hai Ek Zindagi
Maut Hai Ek Zindagi
Ek Naam Aur Badh Gaya
Ek Naam Aur Badh Gaya
Duniya Ki Yaadgaar Mein
Kya Kya Na Log Chal Base
Shauq E Jamaal E Yaar Mein.

Song lyrics : Jaao Chamka Subah Ka Sitaara

0

Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Vasant Desai
Writer : Noor Lakhnavi

Jaao Chamka Suboh Ka Sitaara
Jaao Chamka Suboh Ka Sitaara
Phir Judaai Ne Aa Ke Pukara
Jaao Chamka Suboh Ka Sitaara

Dekh Lo Hum Ko Jee Bhar Ke Dilbar
Dekh Lo Hum Ko Jee Bhar Ke Dilbar
Kal Na Paltey Kahin Ye Muqaddar
Kal Na Paltey Kahin Ye Muqaddar
Phir Na Mumkin Ho Aana Dubara
Jaao Chamka Suboh Ka Sitaara

Prem Ke Phool Ik Din Khilenge
Prem Ke Phool Ik Din Khilenge
Yahaan Na Mil Paaye To Wahan Milenge
Yahaan Na Mil Paaye To Wahan Milenge
Premiyon Ko Yahi Hai Sahara
Jaao Chamka Suboh Ka Sitaara

Aate Rehte Hain Toofaan Barabar
Aate Rehte Hain Toofaan Barabar
Kyun Ubalta Nahin Prem Sagar
Kyun Ubalta Nahin Prem Sagar
Doob Jaayen To Paayen Kinaara
Jaao Chamka Suboh Ka Sitaara
Jaao Chamka Suboh Ka Sitaara.