Home Blog Page 17701

Mini Mathur’s cooking tips from this Khan!

0

Mini Mathur’s famous online show ‘The Mini Truck’ has some or the other celebrity showing their culinary skills. Last time we saw Katrina Kaif and Imran Khan visiting the show.

And now the makers have released the third episode featuring Farah Khan.

Farah Khan was seen cooking Garlic chicken and also taught Mini Mathur how to garnish chicken. The duo Farah and Mini were girls on fire and the common factor was cooking.

Check out the fun and frolic BFF’s cooking together below:

Song lyrics : Main In Phoolon Sang

0

Singer : Utpala Sen
Music Director : Pankaj Mullick
Writer : Pandit Bhushan

Main In Phoolon Sang Doloon Re
Doloon Doloon Doloon Re
Main Koo Koo Boloon Re
Koo Koo Boloon Re
Main Koyal Ki Se Boloon Re
Boloon Boloon Boloon Re

O O O O
Main Naachoon Aur Gaaun
Main Naachoon Aur Gaaun
Rangraliyaan Manaaun Manaaun
Thumak Thumak
Kar Chaloon Shaan Se
Ras Barsaaun Re
Thumak Thumak
Kar Chaloon Shaan Se
Ras Barsaaun Re
Har Dil Ko Ro Loon Re
Har Dil Ko Ro Loon Re
Aaa Aa Aa Aa Aa
Main In Phoolon Sang Doloon Re
Doloon Doloon Doloon Re

Kabhi Phoolon Ke
Sang Bulbul Ki Main
Shaadi Roj Rachaa Ke
Kabhi Shabnam Ki
Mastaani Aankhon Ke
Moti Muft Lutaa Ke
Shabnam Ki
Mastaani Aankhon Ke
Moti Muft Lutaa Ke
Amrit Saa Gholoon Re
Amrit Saa Gholoon Re
Aaa Aa Aa Aa Aaa
Main Koo Koo Boloon Re Ae Ae
Koo Koo Boloon Re
Main Koyal Ki Si Boloon Re
Boloon Boloon Boloon Re.

Song lyrics : Ye Matlab Ka Sansaar

0

Singer : Suprava Sarkar
Music Director : Pankaj Mullick
Writer : Pandit Bhushan

Ye Matlab Ka Sansaar
Ye Matlab Ka Sansaar
Ye Matlab Ka Sansaar
Ye Matlab Ka Sansaar

Kyun Rahen Hum
Kyun Rahen Hum
Kyun Rahen Hum Iske Saath
Ye Matlab Ka Sansaar
Ye Matlab Ka Sansaar

Suno O O O
Is Hare Ped Ki Daalon Par
Is Hare Ped Ki Daalon Par
Do Nek Parinde Rehte
Prem Kahaani Kehte

Hansti Hansti
Basti Is Duniya Mein
Ik Roz Shikaari Aaya
Jisne Jisne Jalkar
Un Dono Per Ik
Aisa Teer Chalaaya
Mil Gaya Khaaq Mein
Swarg Sa Sundar
Mil Gaya Khaaq Mein
Swarg Sa Sundar
Wo Pyaara Gharbaar
Ye Matlab Ka Sansaar
Ye Matlab Ka Sansaar
Kyun Rahen Hum
Kyun Rahen Hum
Kyun Rahen Hum Iske Saath
Ye Matlab Ka Sansaar
Ye Matlab Ka Sansaar

Ye Masti Bhari Jawaani
Ye Masti Bhari Jawaani
Ye Roop Rang Madmaata
Aankhon Mein Nasha Sa Laata
Dil Mein Amrit Tarsaata
Jab Jaaye Jawaani Beet
Tab Kahen Ye Man Ke Meet
Bas Parey Parey
Ae Ae Ae Ae Ae Ae Ae Ae
Bas Parey Parey
Jaa Dhoondh Le Koi
Apne Jaisa Yaar
Ye Matlab Ka Sansaar
Ye Matlab Ka Sansaar
Kyun Rahe Ham
Kyun Rahe Ham
Kyun Rahe Ham Iske Saath
Ye Matlab Ka Sansaar
Ye Matlab Ka Sansaar

Ik Nange Bhookhe Sotey
Kuchh Odhhe Shaal Dushaale
Kuchh Ko Taaqat Ka
Kuchh Ko Jeene Ke Laale
Yahaan Paani Doodh Ke Bhaav Bike
Matti Sone Ke Mol
Kankar Ko Pooje Shankar
Thhukraaye Ratan Anmol
Neet Nayi Niraali
Neet Nayi Niraali Raaton Ki
Rehti Hai Yahaan Bharmaar
Rehti Hai Yahaan Bharmaar
Ye Matlab Ka Sansaar
Ye Matlab Ka Sansaar
Kyun Rahe Hum
Kyun Rahe Hum
Kyun Rahe Hum Iske Saath
Ye Matlab Ka Sansaar
Ye Matlab Ka Sansaar.

Song lyrics : Jal Jaane Do Is Duniya Ko

0

Singer : Suprava Sarkar
Music Director : Pankaj Mullick
Writer : Pandit Bhushan

Jal Jaane Do Is Duniya Ko Duniya Ko
Jab Ismein Sachcha Pyaar Nahin
Yahaan Dil Thhukraaye Jaate Hain
Aur Koi Aur Koi
Aur Koi Kisi Ka Yaar Nahin
Jal Jaane Do Jal Jaane Do

Ye Garaz Nahin Ye Garaz Nahin
Koi Khudgarzon Ki Basti Hai
Inhen Lene Ko Inhen Lene Ko
Taiyyaar Hain Sab
Dene Ko Koi Taiyyaar Nahin
Jal Jaane Do Jal Jaane Do

Aankhon Mein Kisi Ki Sharam Nahin
Sab Ek Haram Ke Nange Hain
Aankhon Mein Kisi Ki Sharam Nahin
Sab Ek Haram Ke Nange Hain
Matlab Ke Matlab Ke Hain
Laakhon Dost Magar
Gham Khwaar Nahin
Gham Khwaar Nahin
Jal Jaane Do Jal Jaane Do
Jal Jaane Do Is Duniya Ko Is Duniya Ko
Jab Ismein Sachcha Pyaar Nahin
Yahaan Dil Thukraaye Jaate Hain
Aur Koi Aur Koi
Aur Koi Kisi Ka Yaar Nahin.

Song lyrics : Haay Kis But Ki Mohabbat

0

Singer : Kundan Lal Saigal
Music Director : Pankaj Mullick
Writer : Pandit Bhushan

Haay Kis But Ki
Mohabbat Mein
Giraftaar Huye
Haay Kis But Ki
Mohabbat Mein
Giraftaar Huye
Zindagi Talkh Huyi
Jeene Se Bezaar Huye

Hamne Paayaa To
Ye Paayaa Hai
Wafaaon Kaa Silaa
Hamne Paayaa To
Ye Paayaa Hai
Wafaaon Kaa Silaa
Muft Badnaam Huye
Bebas-O-Laachaar Huye

Kis Liye Daulat-E-Dil
Uspe Lutaa Di Hamne
Kis Liye Daulat-E-Dil
Uspe Lutaa Di Hamne
Aap Hi Apne Pe
Kyun Mayile Gulzaar Huye

Ghut Ke Mar Jaayen
Yahi Dil Mein Hai Hasrat Baaqi
Ghut Ke Mar Jaayen
Yahi Dil Mein Hai Hasrat Baaqi
Muddaten Guzrin Hain
Be-Yaar-O-Madadgaar Huye
Muddaten Guzrin Hain
Be-Yaar-O-Madadgaar Huye
Haay Kis But Ki Mohabbat
Mein Giraftaar Huye.

Song lyrics : Do Naina Matwaare

0

Singer : Kundan Lal Saigal
Music Director : Pankaj Mullick
Writer : Pandit Bhushan

Do Nainaa Matwaare Tihaare
Ham Par Zulm Karen
Ham Par Zulm Karen
Do Nainaa Matwaare Tihaare
Ham Par Zulm Karen
Ham Par Zulm Karen
Nainon Mein Rahen To,
Sudh Budh Khoyen
Nainon Mein Rahen To,
Sudh Budh Khoyen
Chhupe To Chhupe To Chain Haren
Do Nainaa Do Nainaa
Matwaare Tihaare
Ham Par Zulm Karen
Ham Par Zulm Karen

Tan Tan Ke Chalaayen Teer,
Nas Nas Mein
Nas Nas Mein Uthaayen Peer
Tan Tan Ke Chalaayen Teer,
Nas Nas Mein Uthaayen Peer
Madbhare Raseele Nithur Bade,
Na Dare Na Dheer Dhare
Do Nainaa Matwaare Tihaare
Ham Par Zulm Karen
Ham Par Zulm Karen

Jab Hoti Ho Jab Hoti Ho
Tum Us Paar, Man Ki
Man Ki Beenaa Ke
Baj Uthte Hain Jor Jor Se Taar
Man Ki Man Ki Beenaa Ke
Baj Uthate Hain, Jor Jor Se Taar
Paas Aaye Paas Aaye To
Aise Bhool Gayen,
Pal Chin Mein
Pal Chin Mein Sab
Kuchh Bhool Gayen
Paas Aaye To Aise Bhool Gaye,
Pal Chin Mein Sab
Kuchh Bhool Gayen
Khushiyon Ke Sote Ubal Pade,
Har Ang Mein Rang Bhare
Do Nainaa Matwaare Tihaare
Ham Par Zulm Karen
Ham Par Zulm Karen.

Song lyrics : Chhupona Chhupona O Pyaari

0

Singer : Kundan Lal Saigal
Music Director : Pankaj Mullick
Writer : Pandit Bhushan

Chhupo Na Chhupo Na Chhupo Na
Chhupo Na Chhupo Na
O Pyaari Sajaniya
Hamase Chhupo Na Chhupo Na

Baanki Raseeli
Baanki Raseeli Hamaari Sajaniyaa
Hamse Chhupo Na Chhupo Na
Sajan Se Chhupo Na
O Pyaari Sajaniyaa
Hamse Chhupo Na Chhupo Na

Milne Ko Aaye Hain
Milne Ko Aaye Hain Aakar Milo
Nainon Se Nainaa Milaakar Milo
Dekho Bano Na, Na Hamko Banaao
Roothi Huyi Ho To
Haan Roothi Huyi Ho To
Ab Maan Jaao
Bholi Sooratiyaa,
Bholi Sooratiyaa Dikha Do Mohaniya
Hamse Chhupo Na Chhupo Na
Sajan Se Chhupo Na
O Pyaari Sajaniyaa
Hamse Chhupo Na Chhupo Na

Kaisaa Suhaanaa
Samay Hai Dilaaraa
Bichhde Huye
Bichhde Huye
Do Dilon Ka Sahaaraa
Kaisaa Suhaanaa
Samay Hai Dilaaraa
Bichhde Huye
Do Dilon Ka Sahaaraa
Aise Mein Aao
Aise Mein Aao Zaraa Gungunaati
Soyi Huyi Kismaton Ko Jagaati
Room-Jhoom-Jhoom-Jhoom
Room-Jhoom Bajaati
Rupahli Painjaniyaa
Hamse Chhupo Na Chhupo Na
Sajan Se Chhupo Na O Pyaari.

Song lyrics : Aye Qaatib E Taqdeer

0

Singer : Kundan Lal Saigal
Music Director : Pankaj Mullick
Writer : Pandit Bhushan

Aye Qaatib E Taqdeer
Mujhe Itnaa Bataa De
Aye Qaatib E Taqdeer
Mujhe Itnaa Bataa De Itna Bata De
Kyun Mujhse Khafa Hai Tu
Kya Maine Kiya Hai
Auron Ko Khushi
Mujhko Faqat Dardo Ranzo Gham
Duniya Ko Hansi
Aur Mujhe Rona Diyaa Hai
Kya Maine Kiya Hai
Kya Maine Kiya Hai
Kyun Mujhse Khafa Hai Tu
Kya Maine Kiya Hai

Hisse Mein Sabke Aayin Hain
Hisse Mein Sabke Aayin Hain
Rangeen Bahaaren
Bad-Faqtiyaan Lekin
Mujhe Sheeshe Mein Utaaren
Peete Hain Peete Hain
Rog Roz-O-Shab Mussarraton Ki May
Main Hoon Ke Sadaa
Khoon-E-Jigar Maine Piyaa Hai
Kya Maine Kiya Hai
Kya Maine Kiya Hai

Thaa Jinke Dam Kadam Se
Ye Aabaad Aashiyaan
Wo Chahchahaati
Wo Chahchahaati Bulbulen
Jaane Gayin Kahaan
Jugnoo Ki Chamak Hai
Na Sitaaron Ki Roshni
Is Ghup Andhere Mein Hai
Meri Jaan Par Bani
Kyaa Thi Kyaa Thi
Kyaa Thi Khataa Ke
Jiski Sazaa Toone Mujhko Di
Kyaa Thaa Kyaa Thaa Gunah Ke
Jiskaa Badlaa Mujhse Liyaa Hai
Kyaa Maine Kiyaa Hai
Kyaa Maine Kiyaa Hai
Kyun Mujhse Khafaa Hai Tu,
Yaa Maine Kiyaa Hai.

Ae Halo! Gujju parody from SWEETIEE WEDS NRI will make you go ROFL!

0

Himansh Kohli and Zoya Afroz starrer SWEETIEE WEDS NRI trailer is one of the most loved ones by the fans. In fact the songs are also making waves with perfect blend of romantic and dance numbers.

One of the foot tapping numbers ‘Kudi Gujrat Di’, the Hindi and Punjabi melody, is sung by Jassbir Jassi, Akasa Singh.

After the success of the previous version, the makers have released the Gujarati version of ‘Dil Le Gai Kudi’called as Gujju parody from SWEETIEE WEDS NRI, the Gujarati lyrics are written by Aariz Saiyed, Chirayu Mistry, Manan Desai.

The song is peppy, funny and caters to all the Gujaratis in the house as well non-Gujarati audience too will enjoy the song and will dance to its tunes.

The National Song of Gujjus is here!

SAIRAT again for Ishaan Khattar & Jhanvi Kapoor

0

From a long time people have been waiting to hear and know as to when Sridevi’s daughter Jhanvi Kapoor would be making her Bollywood debut. Similarly, B-town even had an eye over Shahid Kapoor’s younger brother Ishaan Khattar. The actor was even poked several times to know about his sibling’s Bollywood plans. And now, finally here we come across an official announcement.

Well, reports are doing the rounds that Ishaan Khattar & Jhanvi Kapoor are all set to star in Bollywood remake of Marathi blockbuster SAIRAT, wherein Ishaan & Jhanvi would step in the shoes of the characters Parshya & Archi.

While for Jhanvi this will be first stint, this would be Ishaan’s second flick. Ishaan is currently working on his debut film BEYOND THE CLOUDS.

The film will be directed by Shashank Khaitan, while the music will be composed by famous music duo Ajay-Atul.