Home Blog Page 20034

Song lyrics : Baazi Lagaa

0

Singer : Bhargavee, Madhushree, Swetha, Udit Narayan
Music Director : A R Rahman
Writer : Gulzar

Baazi Lagaa… Woh Chalane De Chalale De Paisaa Chale
Chalane De Chalale De Jaisaa Chale
Ek Eke Do Do Be Dune Chaar Sau Baraaabar Sau Baki Sau Udhaar

(Baazi Lagaa Woh Chalane De Chalale De Paisaa Chale
Chalane De Chalale De Jaisaa Chale )… (2)
Chakkar Chakkar Chutaki Shakkar Andar Saahu Huaa
Chupake Chupake Chaand Sitaare Shankar Raahu Huaa
(Ek Eke Do Do Be Dune Chaar Sau Baraaabar Sau Baki Sau Udhaar)… (2)

Haath Ke Mail Kaa Pasinaa Yahi Jo Minton Mein Bheh Jaataa Hai
Haath Mein Chhaap Kaa Hai Naginaa Yahi Jo Kushton Mein Reh Jaataa Hai
Are Lagaa Haa Chavanni Athanni Athanni Rupayyaa
Woh Chalataa Hai Chalataa Hai Chalane De Pahiyaa

Kaalaa Hai Safed Hai Ye Paisaa Hai Nilaa Hai Pilaa
Kahi Laal Bhi Hai Ye Paisaa Hai Nilaa Hai Pilaa
Kahi Laal Bhi Hai Bade Rang Badalataa Hai Daadaa
Ye Girgit Hai Chalataa Hai Daadaa
Baari Aayi Aayi Aayi Aayi Aayi
Baazi Lagaa Woh Chalane De Chalale De Paisaa Chale
Chalane De Chalale De Jaisaa Chale

Paise Kaa Bukhaar Hai Chadhe To
Bhalaa Hai Jo Utare Buraa Hai Buraa Hai Chadhe To
Bhalaa Hai Jo Utare Buraa Hai Buraa Hai Ajab Bekaraari Hai
Sunheri Savaari Hai
Baari Aayi Aayi Aayi Aayi Aayi
(Baazi Lagaa Woh Chalane De Chalale De Paisaa Chale
Chalane De Chalale De Jaisaa Chale)… (2)
Chakkar Chakkar Chutaki Shakkar Andar Saahu Huaa
Chupake Chupake Chaand Sitaare Shankar Raahu Huaa
(Chal Chal Chalane De Paisaa Chale
Chal Chal Chalale De Jaisaa Chale)… (5)

 

 

Song lyrics : Des Rangila Rangila – Patriotic Song

0

Song Details:

Song Title: Des Rangila
Movie: Fanaa
Artist : Kajol, Aamir Khan
Singer: Mahalaxmi Iyer
Lyrics: Prasoon Joshi
Music Director: Jatin-Lalit
Music Label: YRF Music
Genre : Patriotic Song/ Desh Bhakti Song

Song Lyrics: Des Rangila Rangila

( Yahaan Har Kadam Kadam Pe Dharti Badle Rang
Yahaan Ki Boli Mein Rangoli Saat Rang… ) (2)
Dhaani Pagdi Pehne Mausam Hain

Neeli Chaadar Taane Ambar Hain
Nadi Sunehri Hara Samundar Hain Re Sajila
Desh Rangila Rangila Des Mera Rangila… (4)

Sindoori Gaalon Wala Suraj Jo Kare Thitholi
Sharmeelen Kheton Ko Dhank De Chunar Peeli Peeli
Ghoonghat Mein Rang Panghat Mein Rang Cham Cham Chamkila
Des Rangila Rangila Des Mera Rangila… (2)

Abil Gulaal Se Chehre Hain Yahaan Mastaanon Ki Toli
Rang Haseen Mein Rang Khushi Mein Rishten Jaise Holi
Baaton Mein Rang Yaadon Mein Rang Rang Rang Rangila
Des Rangila Rangila Des Mera Rangila… (2)

Ishq Ka Rang Yahaan Par Gehraa Chadh Ke Kabhi Na Utre
Sachhe Pyar Ka Thehra Sa Rang Chhalke Par Na Bikhre
Rang Adaa Mein Rang Haya Mein Hain Rasila
Des Rangila Rangila Des Mera Rangila… (2)

Yahaan Har Kadam Kadam Pe Dharti Badle Rang
Yahaan Ki Boli Mein Rangoli Saat Rang
Dhaani Pagdi Pehne Mausam Hain
Neeli Chaadar Taane Ambar Hain

Nadi Sunehri Hara Samundar Hain Re Sajila
Des Rangila Rangila Des Mera Rangila… (2)
Ho Rangila Rangila Des Mera Rangila
Des Rangila Rangila Des Mera Rangila… (3)

Song lyrics : Mere Haath Mein Tera Haath Ho

0

Singer : Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Aamir Khan, Kajol
Music Director : Jatin-Lalit
Writer : Prasoon Joshi

Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho… (2)
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho

Tere Dil Mein Meri Saanson Ko Panaah Mil Jaaye
Tere Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaaye
Jitne Paas Hain Khushbu Saans Ke
Jitne Paas Hothon Ke Sargam
Jaise Saath Hain Karvat Yaad Ke
Jaise Saath Baahon Ke Sangam
Jitne Paas Paas Khwaabon Ke Nazar
Utni Paas Tu Rehna Humsafar
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho

Rone De Aaj Hamko Do Aankhen Sujaane De
Baahon Mein Lene De Aur Khud Ko Bheeg Jaane De
Hain Jo Seene Mein Qaid Dariya Woh Choot Jaayega
Hain Itna Dard Ke Tera Daaman Bheeg Jaayega
Jitne Paas Paas Dhadkan Ke Hain Raaz
Jitne Paas Bundon Ke Baadal
Jaise Saath Saath Chanda Ke Hain Raat
Jitne Paas Nainon Ke Kaajal
Jitne Paas Paas Saagar Ke Lehar
Utne Paas Tu Rehna Humsafar
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho

Adhoori Saans Thi Dhadkan Adhoori Thi Adhooren Hum
Magar Ab Chaand Poora Hain Falak Pe Aur Ab Pooren Hain Ham

Song lyrics : Hum Khush Huve

0

Singer : Mohammed Aziz, Kumar Sanu, Alka yagnik & Sarika Kapoor
Music Director : Nadim Shravan
Writer : Sameer

Aap Ke Aane Se Ghar Mein Kitni Ronak Hai
Aap Ko Dekhen Kabhi Apne Ghar Ko Dekhen Hum
Aap Ke Aane Se Ghar Mein Kitni Ronak Hai
Aap Ko Dekhen Kabhi Apne Ghar Ko Dekhen Hum
Hum Khush Huve Hum Kush Huve Hum Kush Huve
Hum Khush Huve Hum Kush Huve Hum Kush Huve

Kitni Suni Suni Thi Woh Meri Raate
Kitne Sune Sune The Din
Kaise Main Bataaun Kaise Hai Gujare Maine Woh Judaai Ke Din
Tere Laut Aane Se Ghar Mein Kitni Ronak Hai
Aap Ko Dekhen Kabhi Apne Ghar Ko Dekhen Hum
Hum Khush Huve Hum Kush Huve Hum Kush Huve
Hum Khush Huve Hum Kush Huve Hum Kush Huve

Tune Jo Bulaya Main To Chali Aayi Khoyi Zindagi Mil Gayi
Aisa Lagta Hai Saathi Tujhe Paake Mujhko Har Khushi Mil Gayi
Faasle Mitane Se Ghar Mein Kitni Ronak Hai
Aap Ko Dekhen Kabhi Apne Ghar Ko Dekhen Hum
Hum Khush Huve Hum Kush Huve Hum Kush Huve
Hum Khush Huve Hum Kush Huve Hum Kush Huve
Aankhon Mein Khushi Ke Aansoo Bhar Aaye Roke Na Ruke Beh Gaye
Bolo Main Kya Bolu Kehna Jo Mujhe Tha Aansoo Mere Woh Keh Gaye
Dekho Muskurane Se Ghar Mein Kitni Ronak Hai
Aap Ko Dekhen Kabhi Apne Ghar Ko Dekhen Hum
Aap Ke Aane Se Ghar Mein Kitni Ronak Hai
Aap Ko Dekhen Kabhi Apne Ghar Ko Dekhen Hum
Hum Khush Huve Hum Kush Huve Hum Kush Huve
Hum Khush Huve Hum Kush Huve Hum Kush Huve
Hum Khush Huve Hum Kush Huve Hum Kush Huve
Hum Khush Huve Hum Kush Huve Hum Kush Huve

Song lyrics : Dil Lagane Ki Saja

0

Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu
Music Director : Nadim Shravan
Writer : Sameer

Dil Lagane Ki Sazaa To Na Doge Tum
Mujhko Chaahat Main Daga To Na Doge Tum
Main Tera Ho Chuka Hoon Tu Meri Ho Chuki Hai
Tu Meri Nazron Mein Deewani Kho Chuki Hai
Hey Karle Mera Yakeen
Deewana Main Deewana Main Tera Hoon Dewaana
Deewana Main Deewana Main Tera Hoon Dewaana
Dil Lagane Ki Sazaa To Na Doge Tum
Mujhko Chaahat Main Daga To Na Doge Tum

Mujhe Hai Teri Aarzoo Mujhe Hai Teri Justaju
Mujhe Hai Tumse Pyaar
Yun Karke Muhjse Aashiqui Badal Na Jaana Tum Kabhi
Kasam Do Mujhko Yaar
Yun Hasake Phir Rula To Na Doge Tum
Dil Lagane Ki Sazaa To Na Doge Tum
Main Tera Ho Chuka Hoon Tu Meri Ho Chuki Hai
Tu Meri Nazron Mein Deewani Kho Chuki Hai
Hey Karle Mera Yakeen
Deewana Main Deewana Main Tera Hoon Dewaana
Deewana Main Deewana Main Tera Hoon Dewaana

Hai Dil Main Teri Dhadkane Labo Pe Tera Naam Hai
Tu Meri Pyaas Hai
Tere Daman Se Chut Ke Bikhar Na Jaaun Toot Ke
Tu Meri Aas Hai
Meri Duniya Ko Mita To Na Doge Thum
Dil Lagane Ki Sazaa To Na Doge Tum
Main Tera Ho Chuka Hoon Tu Meri Ho Chuki Hai
Tu Meri Nazron Mein Deewani Kho Chuki Hai
Hey Karle Mera Yakeen
Deewana Main Deewana Main Tera Hoon Dewaana
Deewana Main Deewana Main Tera Hoon Dewaana

Song lyrics : Mohabbat Ne Mohabbat Ko

0

Singer : Udit Narayan & Alka Yaganik
Music Director : Nadim Shravan
Writer : Sameer

Hawa Kahe Rahi Hai Gata Kahe Rahi Hai
Haseen Ye Nazara Hai
Dil Hi Yeh Samjhega Dil Hi Ye Jaanega
Dil Ka Ishara Hai
Hawa Kahe Rahi Hai Gata Kahe Rahi Hai
Haseen Ye Nazara Hai
Dil Hi Yeh Samjhega Dil Hi Ye Jaanega
Dil Ka Ishara Hai
Mohabbat Ne Mohabbat Ko Mohabbat Se Pukara Hai
Mohabbat Ne Mohabbat Ko Mohabbat Se Hai
Hawa Kahe Rahi Hai Gata Kahe Rahi Hai
Haseen Ye Nazara Hai
Dil Hi Yeh Samjhega Dil Hi Ye Jaanega
Dil Ka Ishara Hai
Mohabbat Ne Mohabbat Ko Mohabbat Se Pukara Hai

Mohabbat Se Meri Jo Aankhen Mili To Mohabbat Main Karne Laga
Jo Dekhi Mohabbat Ki Deewangi To Mohabbat Pe Marne Laga
Mohabbat Ko To Chain Aaye Meri Jaan Mohabbat Ki Aahosh Mein
Mohabbat Se Mil Ka Deewaani Rahe Na Mohabbat Kabhi Hosh Mein
Mera Dil Meri Jaan Tu Mera Armaan
Mujhe To Teri Khoobsurat Jawan In Adaon Ne Mara Hai
Zara Puch Maine Bina Tere Kaise Yeh Lamha Guzara Hai
Mohabbat Ne Mohabbat Ko Mohabbat Se Pukara Hai
Mohabbat Ne Mohabbat Ko Mohabbat Se Pukara Hai

Mohabbat Mohabbat Tere Dil Pe Likh Do Mohabbat Mera Naam Hai
Mohabbat Se Badhkar Nahin Kaam Koyi Mohabbat Mera Kaam Hai
Mohabbat Ko Dekho Mohabbat Ko Chaaho Mohabbat Se Baaten Karoon
Mohabbat Kabhi Door Jaye Jo Mujhe Se Mohabbat Mein Ayen Baro
Ye Vaada Toote Na Ye Daman Chute Na
Tera Pyaar Mujhko Ay Jaane Zindagee Se Bhi Pyaara Hai
Tere Roop Ko Maine Jaane Tamanna Jigar Me Utaara Hai
Mohabbat Ne Mohabbat Ko Mohabbat Se Pukara Hai
Mohabbat Ne Mohabbat Ko Mohabbat Se Pukara Hai
Hawa Kahe Rahi Hai Gata Kahe Rahi
Haseen Ye Nazara Hai
Dil Hi Yeh Samjhega Dil Hi Ye Jaanega
Dil Ka Ishara Hai
Mohabbat Ne Mohabbat Ko Mohabbat Se Pukara Hai
Mohabbat Ne Mohabbat Ko Mohabbat Se Pukara Hai
Pukara Hai Pukara Hai Pukara Hai Pukara Hai

Song lyrics : Ek Raja Hai Ek Rani Hai

0

Singer : Mohammed Aziz, Anuradha Paudwa, Sarika Kapoor, Milind
Music Director : Nadim Shravan
Writer : Sameer

Ek Raja Hai Ek Rani Hai Pass Paisa Hai Aur Jawani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani
Sab Naseebo Ki Yeh Kahani Hai Teri Chaahat Ki Sab Nishaani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Aur Kya Zindagani Hai
Ghar Hai Ek Mandir Tum Mere Devtaa Ho
Maine Rab Se Maangi Wohi Tum Dua Ho
Kaun Hame Duniya Mein Itna Pyaar Dega
Itni Khushi Aur Aisa Sansaar Dega
Mujhe Rehna Hai Inhi Charnon Mein
Umer Baho Mein Youn Bitani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai

Aisi Apni Dosti Hai Aisa Dostana
Yaad Karega Hum Ko Sara Zamana
Dosti Pe Bilkul Na Karna Bharosa
Dost Banke Dete Hai Log Yahan
Dosti Hum Na Kabhi Todenge Aaj Humne Ye Dil Mein Thaani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Oh Aur Kya Zindagani Hai

Aisi Gulshan To Baharoon Mein Khila Karti Hai
Aise Maa Baap Naseebo Se Mila Karte Hai
Maine Har Roj Dua Mangi Hai Teri Khaatir
Mera Har Khwaab Bangaya Hai Hakeeqat Aakhir
In Rishto Ko Hum Nibhaaenge Apni Pooja Bhi Aazmani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai
Ek Raja Hai Ek Rani Hai
Teri Chaahat Ki Sab Nishaani Hai
Sab Naseebo Ki Yeh Kahani
Hai Karam Uska Meherbani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai

Song lyrics : Ek Dil Hai

0

Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu
Music Director : Nadim Shravan
Writer : Sameer

Mein Toot Ke Sanam Aise Hi Tujhe Chaahungi
Teri Aankhon Se Kabhi Door Nahi Jaaungi
Kasam Hai Tujhko Mere Saajna Mohabbat Ki
Main Saath Phero Ke Saato Wachan Nibhaaungi
Tujhe Pyaar Se Dekh Ne Wala Tujhe Apna Samajne Wala
Ek Dil Hai Ek Dil Hai Ek Dil Hi To Hai
Mera Dil Hai Mera Dil Hai Mera Dil Hi To Hai
Tujhe Pyaar Se Dekh Ne Wala Tujhe Apna Samajne Wala
Ek Dil Hai Ek Dil Hai Ek Dil Hi To Hai
Mera Dil Hai Mera Dil Hai Mera Dil Hi To Hai

Tere Sab Ko Main Aaj Dilbar Chhod Ke Aayi
Rasmo Ke Kasmo Ke Saare Bandhan Tod Ke Aayi
Dekho Main To Dekho Sonie Ko Jab Palke Uthaun
Zindagi Bana Ke Meri Jaan Ko Main Saasoon Mein Basaaun
Tere Ishq Mein Doob Ne Wala Tujhe Har Pal Dhoond Ne Wala
Ek Dil Hai Ek Dil Hai Ek Dil Hi To Hai
Mera Dil Hai Mera Dil Hai Mera Dil Hi To Hai

Aaja Teri Suni Suni Maang Ko Main Taaro Se Bhar Doon
Sajni Deewani Sari Umar Ab Main Tere Naam Kar Doon
Sari Duniya Ko Mein To Bhool Baiti Baahon Mein Aake
Aisa Laga Sab Kuch Paa Liya Hai Tera Pyaar Paake
Tere Khwaab Sajane Wala Teri Duniya Basane Wala
Ek Hai Ek Dil Hai Ek Dil Hi To Hai
Mera Dil Hai Mera Dil Hai Mera Dil Hi To Hai
Tujhe Pyaar Se Dekh Ne Wala Tujhe Apna Samajne Wala
Ek Dil Hai Ek Dil Hai Ek Dil Hi To Hai
Mera Dil Hai Mera Dil Hai Mera Dil Hi To Hai
Ah Dil To Hai
Ek Dil Hai Mera Dil Hai Ah Dil Hi Tho Hai

Song lyrics : Mulaqaat

0

Singer : Alka Yagnik
Music Director : Nadim Shravan
Writer : Sameer

Hum Naye Hai Shaher Main Hum Ko Gale Laga Lo
Barso Ki Pyaas Dilbar Palbhar Mein Tum Buja Lo
Deewano Mastano Zara Hum Ko Pehchaano
Kahin Dhoond Ne Se Bhi Na Milegi Aisi Haseen Jawani
Aye Hum Se Mulakat Ki Jiye
Aye Hum Se Mulakat Ki Jiye
Dil Mein Jo Aaye Wohi Baat Ki Jiye
Aye Hum Se Mulakat Ki Jiye

Seene Mein Deke Halka Sa Dard Dil Bekaraar Karke
Mehboob Yaar Jaaona Aise Vaade Hazar Karke
Mauka Nikal Na Jaaye Sanam Kahin Intezaar Karke
Ek Bar Dekh To Lo Zara Sa Tum Hum Se Pyar Karke
Jab Bhi Jahan Bhi Chaaho Hum Ko Wahin Bula Lo
Ghum Zindagi Ke Sare Milke Sanam Bula Lo
Deewano Mastano Zara Hum Ko Pehchaano
Kahin Doond Ne Se Bhi Na Milegi Aisi Haseen Jawani
Aaye Hum Se Mulakat Ki Jiye
Dil Mein Jo Aye Wohi Baat Ki Jiye

Aanhkon Ki Pyaas Chehre Ka Noor Hoton Ka Rang De De
Zulfe Yeh Kaali Gaalo Ki Laali Yeh Gora Rang De De
Mehka Gulab Jaisa Shabaab Pehli Bahar De De
Rangeen Raat Pal Bhar Ka Saat Saara Khumaar De De
Phoolo Se Bhi Hai Nazook Baahon Mein Tumhe Uthalun
Khushboo Hamari Tan Ki Saason Mein Tum Basa Lo
Deewano Mastano Zara Hum Ko Pehchaano
Kahin Dhoond Ne Se Bhi Na Milegi Aisi Haseen Jawani
Aaye Hum Se Mulakat Ki Jiye
Dil Mein Jo Aye Wohi Baat Ki Jiye
Aaye Hum Se Mulakat Ki Jiye
Dil Mein Jo Aye Wohi Baat Ki Jiye

Song lyrics : Aur Kya Zindagi Hai

0

Singer : Alka Yagnik
Music Director : Nadim Shravan
Writer : Sameer

Kal Talak Jo Sach Tha Woh Ban Gaya Afsaana
Tinka Tinka Bikhra Loota Woh Aashiyaana
Pal Mein Ban Gaye Saare Apne Begaane
Yaad Bahut Aate Hain Guzre Zamaane
Bus Tabaahi Hai Ghum Ke Saye Hai
Suni Aankhon Mein Sirf Paani Hai
Aur Kya Zindagaani Hai Ohh
Aur Kya Zindagaani Hai