Home Blog Page 20039

Song lyrics : Sone Waale Neend Se Jage

0

Singer : Sonu Nigam, Alka Yagnik, Anand
Music Director : Anand Raj Anand
Writer : Anand Bakshi

Sonewaale Neend Se Jaage
Upar Neeche Peeche Aage
Darr Ke Bhaage Chor
Jume Naache gaaye Jashan Manaye
Kuch Aisa Kare Kaisa Aisa Chal Aage
Hey Rama Re Hey Rama Re ..(2)
Rama re rama re.
Hey rama re Hey rama re

Jo Thakdeeron Se phir Jaayen
Woh Takdeeren Nahin Hoti
Badalti Jo Na Takderein
Woh Takdeerein Nahin Hoti
Rehaai Ka Mausam Ahed Kar Lete Hai Jab Kehdi
Dubara Mad Sitamgaraon Ki Zanzeerein Nahin Hoti
Zanzeerein To Toote Toote Na Chahat Ke Dhaage
Hey Rama Re Hey Rama Re …(2)
Rama re rama re
Hey rama re Hey rama re

Mohabbat Mein Nigahon Se Zuban Ka Kaam Lete Hai
Yeh Dil Ki Baat hai Aur Ispe Takrerein Nahin Hoti
Tere Deedar Se Jaanam Tasafur Tera Behtar Hai
Ki Intni Be Murwarat se Teri Tasveerein Nahin Hoti
Aaja Raja Tere Beena Jiya Nahin Lage
Hey Rama Re Hey Rama Re ..(2)
Rama re rama re.
Hey Rama Re Hey Rama Re

Sone wale nind se jaage,upper niche nind se jaage
Jume Naache gaye Jashan Manaye
Kuch Aisa Kare Kaisa Aisa Chal Aage
Hey Rama Re Hey Rama Re ..(2)
Rama re rama re
Hey Rama Re Hey Rama Re ..(2)

Song lyrics : Aap Mujhje Achchhay Lagne Lage

0

Singer : Udit Narayan, Anuradha Paudwal
Music Director : Anand Raj Anand
Writer : Anand Bakshi

(Aap Muhje Achchhay Lagne Lage ..(2)
Dil Mein Mere Basne Lage)..(2)
Hum Har Had Se Guzarne Lage
Mohabbat Mein Hum Bhi Mitne Lage
Aap Muhje Achchhay Lagne Lage ..(2)

Is Dil Ko Dhadka Diya Pal Mein Teri Chaahat Ne
Aur Bhi Deewana Kiya Humko Teri Mohabbat Ne
Jaadoo Yeh Kya Haai Sanam Behke Hamare Kadam
Hum Chalte Chalte Rukne Lage
Aap Muhje Achchhay Lagne Lage ..(2)

Kab Jaane Yeh Kab Hua Na Jaane Kaise Hua
Kaise Teri Nazron Ne Meri Dhadkan Ko Chua
Har Din Subah Shaam Ko Hum Aapke Naam
Dil Pe Apne Likhne Lage
Aap Muhje Achchhay Lagne Lage
Hum Har Had Se Guzarne Lage…..(2)
Mohabbat Mein Hum Bhi Mitne Lage
Aap Muhje Achchhay Lagne Lage ..(6)

Song lyrics : Bairi Piya

0

Singer : Udit Narayan, Shreya Ghosal
Music Director : Ismail Darbar
Writer : Nusrat Badr

Bairi piya bada bedardi ishq
Oh bairi piya bada bedardi
Dil ka dard na jaane
Saudaai harjaai zulmi ram duhaayi
Kaise kaho kaha se kaho haay ram dil ka dard na jaane
Na jaane na jaane na jaane jaane jaane jaane haay
oh Bairi piya bada re bedardi bairi
Bairi piya bada re bedardi bairi piya bada re ishq

Tu door jo tha to paas yeh tha
Ab paas yeh hai to door hai kyon
Na jaane jaane jaane jaane jaane
Tu door jo tha to paas yeh tha
Ab paas yeh hai to door hai kyon
Aa paas to aa pehna bhi de yeh kangna
Na sata ab maan bhi le yeh kehna
Kaise kahun kaan se kahun ram kangna kehna na maane
Na maane na maane na maane
Yeh kangna bada bedardi oh yeh kangna bada bedardi
Kangna kehna na maane deewana aawara sangdil ram duhaayi
Ab maan bhi jaao na na na na
Tum pass to aao na haan haan re haan

Behki behki baaton mein teri dheere dheere aane lagi
Jugnu ne mujhse kaha aisa hai yeh tera piya
Le hi jaayega tera jiya
haan Pyaari pyaari baaton pe teri chaandni bhi hasne lagi
Taare muskuraane lage hawa ghunghunaane lagi aasman bhi jhoom utha
Kaise kaho kaha se kaho haay ram ram ram ram ram ram
Pagla itna na jaane na jaane na jaane jaane jaane jaane haay
ishq ishq

Song lyrics : Maar dala

0

Singer : Kavita Subramaniam
Music Director : Ismail Darbar
Writer : Nusrat Badr

Yeh kiski hai aahat
yeh kiska hai saaya
Huvi dil mein dastak yahan kaun aaya

Hum par yeh kisne hara rang dala
Oh hum par yeh kisne hara rang dala
Khushi ne hamari hame maar dala
oh Maar dala maar dala maar dala
Hum par yeh kisne hara rang dala
Khushi ne hamari hame maar dala
Hame maar dala hame maar dala hame maar dala
Allah maar dala allah maar dala allah

Na chand hatheli par sajaya
Na taaron se koyi bhi rishta banaya
Na rab se bhi koyi shikayat ki …(2)
Har gham ko humne chupaya
Har sitam ko haske uthaya
Kaanto ko bhi gale se lagaya
Aur phoolon se zakhm khaya

Haan magar dua mein jab yeh haath uthaya…(2)
Khuda se dua mein tumhe maang dala Maang dala
Allah maang dala allah maang dala

Oh hum par yeh kisne hara rang dala
Khushi ne hamari hame maar dala
Hame maar dala hame maar dala hame maar dala
Allah maar dala allah maar dala allah
Maar dala maar dala maar oh dala maar dala…(2)
Yeh kiski hai aahat yeh kiska hai saaya
Huvi dil mein dastak yahan kaun aaya

Song lyrics : Silsila yeh chaahat ka

0

Singer : Shreya Ghosal
Music Director : Ismail Darbar
Writer : Nusrat Badr

Mausam ney lee angdaayi aayi aayi
Lehraake barkha phir chaayi chaayi
Jhoka hawa kaa aayega aur yeh diya buj jaayega
Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya…(2)
Oh piya yeh diya naa bujha hai naa bujhega
Mere chaahat ka diya mere piya ab aaja re mere piya
Oh mere piya ab aaja re mere piya…(2)
Is diye sang jal raha mera rom rom rom aur jiya
Ab aaja re mere piya oh mere piya ab aaja re mere piya

Faasla tha doori thi faasla tha doori thi
Tha judaai kaa aalam intezaar mein nazrein thi
Aur tum wahan the tum wahan the tum wahan the
Jhilmilaatey jagmagaatey khushiyon mein jhoom kar
Aur yahan jal rahe the hum…(2

Phir se baadal garja hai garaj garaj ke barsa hai
Ghoom ke toofan aaya hai par tujhe bujha nahin paaya hai
Oh piya yeh diya chaahe jitha sathey tujhe yeh saawan
Yeh hawa aur yeh bijliyaan
Oh mere piya ab aaja re mere piya..(2)

Dehko yeh pagli deewani duniya se hai yeh anjaani
Jhoka hawa ka aayega aur iska piya sang laayega
Oh piya ab aaja re mere piya
Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya
Oh piya yeh diya
Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya
Oh piya yeh diya
Aye piya piya piya

Song lyrics : Hai Ishq Khata

0

Singer : Jaspinder Narula
Music Director : Ismail Darbar
Writer : Salim Bijnori

Hai Ishq Khata,Saza,Bala,Daga
Hai Ishq Khata Hai Sabko Pata
Hai Ishq Saza Hai Sabko Pata
Hai Ishq Bala Hai Sabko Pata
Hai Ishq Daga Hai Sabko Pata
Is Ishq Se Phir Bhi Kaun Bacha

Ishq Hai Vaada Ishq Iraada
Kuch Bhi Nahin Hai Ishq Se Zyaada..(2)
Ishq Hai Khushboo Ishq Hai Jaadoo
Ishq Pe Kiska Raha Hai Kaaboo
Yeh Junoon Ki Had Tak Hona
Na Iski Koi Bhi Sarhad Ho..(2)

Ishq Ibaadat Ishq Hai Pooja
Ishq Khuda Ka Naam Hai Duja..(2)
Ishq Mein Jeena Ishq Mein Marna
Katra Katra Dil Hai Deewana
Ishq Ajab Woh Kaata Hain
Chub Jaaye To Chain Mile..(2)
Aur Na Yeh Dil Bechain Rahe
Hai Ishq Khata Hai Sabko Pata
Hai Ishq Saza Hai Sabko Pata
Hai Ishq Bala Hai Sabko Pata
Hai Ishq Daga Hai Sabko Pata
Is Ishq Se Phir Bhi Kaun Bacha
Ishq Hua Hai ..(12)
Is Ishq Se Phir Bhi Kaun Bacha

Song lyrics : Pyar Se Pyare Tum Ho – Sad

0

Singer : Sonu Nigam
Music Director : Ismail Darbar
Writer : Salim Bijnori

(Pyar Se Pyare Tum The Sanam
Jitna Chaaha Tumko Utna Tha Kam)..(2)
(Pyaar Is Dil Mein Jagaya
Apno Se Dhoka Khaaya
Margaye Tujhpe Marke Hum)..(2)
Pyar Se … Utna Tha Kam

Dil Yeh Agar Patthar Ka Hota Sanam
Na Yeh Tootta Na Hoti Yeh Aankhen Nam
(Milta Na Pyaar Mein Ghum
Aa Gaye Kis Mod Pe Hum)..(2)
Is Bheed Mein Bhi Tanhaayi Hain..(2)
Yeh Pyaar Bada Harjaayi Hain
Pyaar Is Dil … Marke Hum

Teri Khata Hain Na To Meri Khata
Na tu Bewafa Hain Main Bewafa
(Dil Ko To Tootna Tha
Yeh Pyaar Ka Hain Dastoor) ..(2)
Yeh Pyaar Bhi Hain Kitna Majboor..(2)
Tu Saamne Hain Phir Bhi Hain Door
Pyaar Is Dil … Marke Hum
Pyar Se … Utna Tha Kam..(2)

Song lyrics : Yeh Taazgi Yeh Saadgi

0

Singer : K.K., Mahalaxmi
Music Director : Ismail Darbar
Writer : Salim Bijnori

Yeh Taazgi Yeh Saadgi
Yeh Aashiqui Deewangee ..(2)
Pehle Kabhi Dekhin Nahin
Dekha Tujhe Dil Ne Kaha
Tu Hi To Hai
Tu Hi To Hai Meri Zindagi..(2)
Tu Hi To Hai Deewangee
Yeh Taazgi Yeh Saadgi
Yeh Aashiqui Deewangee

Peepal Ki Resham Chaaon Mein
Hum Khush Bahut They Gaaon Mein
Fas Gaye Shaher Ke Jaal Mein
Kis Mod Pe Le Aayi Hain
Humko Hamari Yeh Zindagi
Yeh Taazgi Yeh Saadgi
Yeh Aashiqui Deewangee

Is Jhilmilati Shaher Mein
Har Su Andhere Hain Chhupe
Har Su Lutere Hain Chhupe
Is Shaher Mein Rishte Kho Gaye
Is Shaher Mein Tu Bhi Kho Gayi
Tujhsa Na Pehle Tha Koyi
Tujhsa Na Koyi Aaj Hain
Tujhsa Na Hoga Koi Kal
Tere Liye Main Jaan Loon ..(2)
Yeh Taazgi Yeh Saadgi
Yeh Aashiqui Deewangee
Pehle Kabhi Dekhin Nahin
Dekha Tujhe Dil Ne Kaha
Tu Hi To Hai
Tu Hi To Hai Meri Zindagi..(2)
Tu Hi To Hai Deewangee
Yeh Taazgi Yeh Saadgi
Yeh Aashiqui Deewangee
Tu Hi To Hai Deewangee
Deewangee …(6)

Song lyrics : Dholi O dholi

0

Singer : Babul Supriyo, Kavita Krishnamurthy
Music Director : Ismail Darbar
Writer : Salim Bijnori

Dholi O Dholi
Haan Dholi Haan Dholi
Dholi Baja Re Dhol..(2)
Huvi Hain Raat Rangeli
Aankhon Ki Boli Bol
Huvi Hain Raat Rangeli
Mera Kangna Khankhan Bole
Meri Payal Chanchan Bole
Meri Baali Chamke Bole
Chori Chori Haule Haule
Hai Ishq Ki Khul Gayi Pol
Tere Ishq Ki Khul Gayi Pol
Huvi Hain Raat Rangeli
Dholi Baja Re Dhol

Teri Jawani Pe Hain Aaj Raat
Hoton Pe Aayi Dil Ki Aaj Baat
Kuch Ho Na Jaaye Main Darti Hoon..(2)
Main Laaj Ke Maare Marti Hoon..(2)
Laaj Ke Bandhan Khol
Tu Laaj Ke Bandhan Khol
Huvi Hain Raat Rangeli
Dholi Baja Re Dhol

Kehte Hain Chaahat Jisko Meri Jaan
Us Rog Ki Na Dawa Hai Na Dua
Sabka Yeh Chain Cheen Leta Hain..(2)
Yeh Dard Sabhi Ko Deta Hain..(2)
Yeh Dard To Hain Anmol
Haan Yeh Dard To Hain Anmol
Huvi Hain Raat Rangeli
Mera Kangna Khankhan Bole
Meri Payal Chanchan Bole
Meri Baali Chamke Bole
Chori Chori Haule Haule
Dholi Baja Re Dhol
Huvi Hain Raat Rangeli
Dholi Baja Re Dhol

Song lyrics : Ai Ajnabi

0

Singer : Sunidhi Chauhan
Music Director : Ismail Darbar
Writer : Salim Bijnori

( Ai Ajnabi Teri Pehli Nazar
Mera Dil Le Gayi
Agar Tu Dil De De
Naam Likh Doon Tere Sanam
Teri Kasam Meri Saasein
Meri Baahein Deewane Hain )..(2)
Ai Ajnabi
Na Jaane Tune Kya Kar Diya Hain
Had Se Guzarne Lagi Main
Tujhse Mili to Lagta Hain Aisa
Ke Pyaar Karne Lagi Main..(2)
Ai Ajnabi …Deewane Hain

Dil Ne Kaha Sab Pe Aata Hain
Bas Ek Baar Yeh Ho Jaata Hain
(Pyaar Hain Yeh Kiske Bas Ki Baat
Yeh To Khel Hain Kismat Ke Haath)..(2)
(Kaun Kehta Hain Jo Chaahat Pe
Chalta Hain Dil Ka Zor)..(2)
(Ai Ajnabi … Deewane Hain)..(2)
Ai Ajnabi