Follow us on Google News

Song Lyrics Rann Ki Dahaad of Pranaam

Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu

Sanhaar ki hai ye ghadi,
Prahaar ki hai ye ghadi
Le khadag aaj nyaan se nikal tu

Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu

Sasa mama gaga dada mama nini dada sasa
Sasa mama gaga dada mama nini dada sasa
Sasa nini papa mapa nini papa mama rega
Papa mama rere nire sa
Sa re ma sa re pa ma pa ni pa ni re ga re ni re sa

Hai mantra ek yudh ka
Ki maar de ya marr yahan
Aur na vikalp hai sadak bandh le sar yahan
Ho, Saam-daam-dand-bhed
Rann mein sab pavitra hai
Jeet ke siva yahan kaun kiska mitra hai

Dhadd ke sis ko ukhaad
Chann mein harr le sabke praan
Chalni karde dushmano ki dhaal tu
Dhadd ke sis ko ukhaad
Chann mein harr le sabke praan
Chalni karde dushmano ki dhaal tu

Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu

Sanhaar ki hai ye ghadi,
Prahaar ki hai ye ghadi
Le khadag aaj nyaan se nikal tu

Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu

Bhu-bhuja mein bizliyan
Aur pralay sa aankh mein
Hastiyan na mil sake
Paapiyon ke raakh se

Chama, daya se hai mial
Kisko nayaay kab yahan?
Todd de tu chakravyuh
Wadh hi wadh ho aab yahan

Bharle tarkaso ke paan
Baandh kar dhwani kripaan
Paapiyon ke tan se khinch khaal tu
Bharle tarkaso ke paan
Baandh kar dhwani kripaan
Paapiyon ke tan se khinch khaal tu

Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu
Sanhaar ki hai ye ghadi,
Prahaar ki hai ye ghadi
Le khadag aaj nyaan se nikal tu

Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu

Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu

RELATED ARTICLES

Latest