Jiska dil gham ki tanhaiyon mein ujadh gaya ho … woh bahar se kitna hi sehatmand lagta ho, lekin andar se toh bimaar hi rehta hai
Aao ab hum laut chale apne logon mein, apni basti mein … jahan pyar hai, apnapan hai, sukoon hai
Ek bachcha anath ashram mein palkar bada ho sakta hai … baap mar jaye toh maa ke sahare jee sakta hai … lekin ek aurat ka pati chala jaye toh woh kiske sahare aur kaise jeeti hai … woh takleef main samajhta hoon