Song lyrics : Zindagi Milke Bitayenge

Singer : Kishore Kumar, Bhupinder Singh, Rahul Dev Burman & Sapan Chakravarty
Music Director : R D Burman
Writer : Gulshan Bawra

Zindagi mil ke bitayenge
Haale dil gaa ke sunaayenge
Hum tho saat rang hai
Yeh jahan rangeen banayenge

Zindagi mil ke bitayenge
Haale dil gaa ke sunaayenge
Hum tho saat rang hai
Yeh jahan rangeen banayenge

Sargam hum se bane
Nagme hum se jawan
Ghume aasman

Hum hi tho duniya ke saat ajube hai
Hum se hai jahan

Sargam hum se bane
Nagme hum se jawan
Ghume aasman

Hum hi tho duniya ke saat ajube hai
Hum se hai jahan

Juat juat…

Zindagi mil ke bitayenge
Haale dil gaa ke sunaayenge
Hum tho saat rang hai
Yeh jahan rangeen banayenge

Khushiyan batenge hum
Har gham mil ke sahe
Phir kyon aansoo bahe

Arre ban ke sahara
Ik duje ka yunhi chalte rahe

Khushiyan batenge hum
Har gham mil ke sahe
Phir kyon aansoo bahe

Arre ban ke sahara
Ik duje ka yunhi chalte rahe

Juat juat…

Zindagi mil ke bitayenge
Haale dil gaa ke sunaayenge
Hum tho saat rang hai
Yeh jahan rangeen banayenge…

Also Read

Also Read