HAQ – Kya Paaya Song Lyrics starring Emraan Hashmi and Yami Gautam

Check out Kya Paaya Song Lyrics from HAQ starring Emraan Hashmi and Yami Gautam

Song Name – Kya Paaya
Movie – HAQ
Composer: Vishal Mishra
Lyrics: Kaushal Kishore
Singer: Ali Brothers
Music Arrangement & Production: Vishal Mishra

Check out Kya Paaya Song Lyrics from HAQ starring Emraan Hashmi and Yami Gautam

Ishq Mein Jo Tumhe Khuda Bolte hain
Phir Wahi Ik Din Dard Mein Tolte Hain

Karvat Karvat Bas Ashq Bahe Rote Hi Rahe Deedar Ko Hum
Karvat Karvat Bas Ashq Bahe Rote Hi Rahe Deedar Ko Hum

Jo Khaab The Saare Toot Gaye Kitna Tadpe Tere Pyar Ko Hum
Jo Khaab The Saare Toot Gaye Kitna Tadpe Tere Pyar Ko Hum

Wo Karte Rahe Humpe Hi Sitam
Ik Baar Na Humpe Taras Khaya
Apne Ghar Mein Hum Ghair Hue
Har Roz Hai Dard Naya Paya

Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya

Jo Chalte The Meri Taraf Bas
Kisi Aur Dar Pe Rukne Lage
Jin Aankhon Ke Chaand Kabhi The
Unn Aankhon Ko Chubhne Lage
Wo Bhool Gaya Saare Wade
Mehboob Naya Wo Ghar Laya
Apne Ghar Mein Hum Ghair Hue
Har Roz Hai Dard Naya Paya

Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya
Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya

Ab Khud Ko Hi Hum Koste Hain
Kyun Dil Hum Tumpe Haare The
Kaise Doobe Hum Yaar Wahan
Baithe Hum Dariya Kinare The

Jis Yaar Ka Maine Sajda Kiya
Jiski Khatir Ardaas Hui
Jisko Apna Sabkuch Mana
Usne Hi Kyun Ye Haal Kiya

Jab Dard Diya Usne Itna
Phir Kyun Usko Hum Yaad Karein
Dekho Na Kahan La Chhoda Humein
Sab Kuch Usne Barbaad Kiya

Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya
Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya

Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya
Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya

RELATED ARTICLES

Latest