Ginny Wedss Sunny 2 – Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Song Lyrics starring Avinash Tiwary, Medha Shankar

Check out Ginny Wedss Sunny 2 - Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Song Lyrics starring Avinash Tiwary, Medha Shankar

Song Name – Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya
Singer: Sonu Nigam
Lyrics: Kumaar
Music: Sushant-Shankar
Arranged by: Sunny Singh
Flute: Paras Nath
Guitar and Strokes: Rinkoo

Check out Ginny Wedss Sunny 2 – Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Song Lyrics starring Avinash Tiwary, Medha Shankar

Kaise kahoon,
Dil ki hai saari galti
Kaise rahoon,
Dil pe nahi hai chalti
Kaise kahoon,
Dil ki hai saari galti
Kaise rahoon,
Dil pe nahi hai chalti
Tum pe hi pyaar aa gaya…haaye
Phir ek baar aa gaya

Ishq main khamiyaan
Ishq main khoobiyaan
To hoti hain magar, padta hai fark kyaa…
Jahaan tak ye nazar
Kar rahi hai safar
Dikhe chehra tera
Bata de karoon kyaa…
Tum pe hi pyaar aa gaya…haaye
Phir ek baar aa gaya

Chalu bas saath saath tere
Meri kismat main haath tere
Main maangu,tu bata de rabb se
Aur kya, Aur kya…
Tu hai to hai ye kwaab poore
Iraade behisaab poore
Main mangu tu bata de rabb se

Aur kya aur kya…
Aur kya …aur kya…
main maangu aur kya…

Tuj pe hai haq mera
Meri davedaariyaan
Dhadkano se meri tere
Dil ki saanjhedaariyaan…

Tuj pe hai haq mera
Meri davedaariyaan
Dhadkano se meri tere
Dil ki saanjhedaariyaan
Kache nahi dhaage pakke
Tuj se hai baandh rakhe
Tootegi ye saanse lekin
Tootegi naa yaariyaan
Ishq nazron main hai
Lafz ban ke kahin
Isse padh le zara
Kehta hai dil mera…

Tum pe hi pyaar aa gaya…haaye
Phir ek baar aa gaya
Tum pe hi pyaar aa gaya…haaye
Phir ek baar aa gaya

Chalu bas saath saath tere
Meri kismat main haath tere
Main maangu, tu bata de rabb se
Aur kya …Aur kya…

Tu hai to hai ye khwaab poore
Iraade behisaab poore
Main mangu tu bata de rabb se
Aur kya aur kya…
Aur kya…aur kya…
main maangu aur kya…

Latest Updates