Cast: Shahid Kapoor, Kriti Sanon, Rashmika Mandanna
Directed By: Homi Adajania
Featuring: Shahid Kapoor, Kriti Sanon & Rashmika Mandanna
Singer: Kavita Sheth and Neeraj Shridhar
Music Composer: Pritam Chakraborty
Lyrics: Irshad Kamil
Check out Cocktail 2 – Bandhu 2.0 Song Lyrics starring Shahid Kapoor, Kriti Sanon, Rashmika Mandanna
Yaara tere sadke
Ishq sikha main toh aayi jag tajh ke
Ishq sikha
Main toh yaara tere sadke
Main toh aayi jag tajh ke
Ishq sikha
Jab yaar kare parwah meri
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Jag mujhpe lagaaye pabandhi
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Everytime every minute of the day
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Dil ki takhti par hoon likhti
Ishqan ishqan
Jag kya jaane dil ko mere
Ishqan kiska
Dil ki takhti par hoon likhti
Ishqan ishqan
Jag kya jaane dil ko mere
Ishqan kiska
Rabb yaar gale le saar meri
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Tu jeet meri jag haar meri
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Nahi Hosh Tu Mujhe Thaamle
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
