Yeh sharif log bahut badmash hote hai … sharafat ki zubaan nahi samajhte hai
Yeh aankhen nahi camera hai … aur is camere ne aapke andhar ke kalakar ko pechaan liya hai
Burai kitni bhi badhi kyun na ho … achchai ke samne bahut choti lagti hai
Pyar bhi bahut pyara hota hai
Agar yeh aasoon nahi ruke na … toh is shehar mein tsunami aa jayega
Koyle ko kitna bhi dho lo … Surf se, Nirma se, Rin se … woh hamesha kaala ka kaala hi rehta hai