Song – Lag Rahi Dua
Singer: Divya Kumar, Kalpana Gandharv
Music: Anurag Saikia
Lyricist: JUNO
Check out Lag Rahi Dua Song Lyrics from Durlabh Prasad Ki Dusri Shaadi starring Sanjay Mishra, Mahima Chaudhry
Koyi marham leke aaya
Koyi sargam leke aaya
Koyi marham leke aaya
Koyi sargam leke aaya
Ek arse baad
Ek arse baad wo baadal
Phir sawan leke aaya
Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe haaye
Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe
Naini pe noor pe yaar pe
Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe haaye
Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe
Ho tum bin sambhala hai aise jiya
Jaise nadi pe wo ubhra diya
Tum bin sambhala hai aise jiya
Jaise nadi pe ubhra diya
Jaage adhoore the
Soye adhoore the
Tum bin naa poore the hum
Kaanton chaubaare mein
Nadiyon ke dhaaron mein
Tum bin zamaana gaya tham
Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe haaye
Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe
Naini pe noor pe yaar pe
Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe
Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe
