Song Name – Gehra Hua
Singer: Arijit Singh, Armaan Khan
Lyrics: Irshad Kamil
Music Supervisor: Adarsh Vishwakarma
Check out Gehra Hua Song Lyrics from Dhurandhar starring Ranveer Singh and Sara Arjun
Tu agar meri ye hawayein teri
Tu agar meri saari rahein teri
Tu agar meri main hun tera
Tu agar meri ye ujale tere
Tu agar meri dil hawale tere
Tu agar meri main hun tera
Betaab sa mohabbat ka tu inklab hai
Mera jahaaan teri bahon mein
khwaab khwaab hai
Gehra hua gehra hua
rang aashiqi gehra hua
Gehra hua gehra hua
dariya dua gehra hua
Tera hua
Tu agar meri ye hawayein teri
Tu agar meri sari rahein teri
Tu agar meri main hun tera
Palkein jhapakta hai aasamaan
Laakhon farishton ki hai tu jaan
Wo puchte hai rehti kahaan?
Meri bahon mein rehti unko bata
Palkein jhapakti hai aasama
Usne bhi tujh sa dekha kahan?
Hai raunak waha tu hai jahaan
Meri baah mein rehna yahi hai dua
Tu agar meri hai fasaana tera
Tu agar meri tau zamaana tera
Tu agar meri main hun tera
Betaab sa mohabbat ka tu inklab hai
Mera jahan teri bahon mein
khwaab khwaab hai
Gehra hua gehra hua
rang aashiqi gehra hua
Gehra hua gehra hua
dariya dua gehra hua
Tera hua
Tu agar meri ye hawayein teri
Tu agar meri sari rahein teri
Tu agar meri mai hun tera
Sargam
Teri mohabbat mai jalna bhi hai
aur tujhse bach ke hi chalna bhi hai
Kuch rang apna badalna bhi hai
maine dhalna tere rang mein hai sada
Tu chand hai ek dhadakta huaa
Chori se mujhko hi takta huaa
Seene se lag ke chamakta huaa
Meri jannat ka raasta tu hi tu hua
Tu agar meri ye hawayein teri
Tu agar meri saari rahein teri
Tu agar meri main hoon tera
Betaab sa mohabbat ka tu inklab hai
Mera jahan teri bahon mein
khwaab khwaab hai
Gehra hua gehra hua
rang aashiqi gehra hua
Gehra hua gehra hua
dariya dua gehra hua
