Jubin Nautiyal and Shruti Chauhan – Hadh Se Song Lyrics

Check out Hadh Se Song Lyrics by Jubin Nautiyal and Shruti Chauhan
November 18, 2024
0
(0)
Jubin Nautiyal and Shruti Chauhan
Jubin Nautiyal and Shruti Chauhan_pic courtesy YouTube

Singer name : Jubin Nautiyal
Composer : Rahul Mishra
Music Producer : Aditya Dev
Lyricist : Prince Dubey

Check out Hadh Se Song Lyrics by Jubin Nautiyal and Shruti Chauhan

Ye mulaqatein yun hi chalti rahein
Ho na kabhi hum juda
Tumko bata deta hoon main
Main chahta hoon kya

Kuch aisa tumhe chahna hai
Kuch aisa tumhe chahna hai
Hadd se guzar jaana hai
Kuch aisa tumhe chahna hai
Hadd se guzar jaana hai
Sirf tere sung jeena nahi

Sirf tere sung jeena nahi
Jeete jeete mar jaana hai
Hadd se guzar jaana hai
Kuch aisa tumhe chahna hai
Hadd se guzar jaana hai

Na ruke ye kadam kahin
Umra bhar main safar mein rahun
Na ruke ye kadam kahin
Umra bhar main safar mein rahun

Tu meri nazar mein rahe
Main bhi teri nazar mein rahun
Yaad mein teri mujhko
Subah shaam gawana hai
Bhool na paaye zamana
Itna pyaar kamana hai

Latest Articles

Related Posts