Kahaan Song Lyrics starring Aparshakti Khurana, Abhishek Banerjee and Varun Sharma

Check out Kahaan Song Lyrics starring Aparshakti Khurana, Abhishek Banerjee and Varun Sharma

Song Name – Kahaan
Singers: Aparshakti Khurana, Abhishek Banerjee & Varun Sharma
Lyrics & Music Composed By: Savi Kahlon & Aparshakti Khurana
Music: Mir Desai

Check out Kahaan Song Lyrics starring Aparshakti Khurana, Abhishek Banerjee and Varun Sharma

Kahaan Kahaan
Kahaaan Kaahaan
Kahaaaaan Kahaan
Kahaaan Kahaan

Kahan Gaye Jo Yaar Woh Puraane They
Kahan Gaye Jo Unke Woh Bahaane They

Kahan Gaye Woh Din
Wohi Raat Yaara
Kahan Gaye Joh
Choot Gaye Saath Yaara

Kahaan Kahaan

Kahan Hai Peg Woh Bin Soda Paani
Kahan Gayi Dosti Marjaani
Kahan Hai Tu
Kahan Hoon Main
Kahan Gayi Woh Zindagi Purani

Kisi Ko Yaara Koi Saath Na Mila
Kisse Karien Gussa Kisse Gila

Kari Dil Ki
Ek Dooje Ki Maani Na
Kisi Yaar Ne Yaari Pehchaani Na

Kahan Woh Raste Jispe
Haste Haste Jaate They
Kahan Woh Chai Jo Milke Banate They
Kahan Se Kaise Ho Gayi Hai Khata
Kahaan Ho Gaye Woh Lapata

Kahaan Kaaan

Kahan Gaye Woh Yaar Jo Puraane They
Kahan Gaye Jo Yaaron Ke Bahaane They

Kahan Gaye Woh Din
Wohi Raat Yaara
Kahan Gaye Joh Choot Gaye Saath Yaara

Yaar Yaad Aa Gayi
Apne Doston Ki
Woh Bachpan Ke Dost,
Woh Kameene Dost
Najaane Kyon
Yeh Doooriyaan Badh Gayi
Kai Baar Aapko Lagta Hai
Ki Meri Galti Thi Hii Nahi
Ussi Ki Galti Thi
Sach Bataaun Sahi Lagta Hai
Ussi Ki Hii Toh Galti Thi

Kaaafi – Lekin Thodi
Isliye Phone Uthaao

Jo Choot Gaye Saath Yaara

Kahan Gaye Jo Yaar Woh Puraane They
Kahan Gaye Jo Unke Woh Bahaane They

Kahan Gaye Woh Din
Wohi Raat Yaara
Kahan Gaye Joh Choot Gaye Saath Yaara

Latest Updates