Teri jodi Rab ne nahi … ameero ke club ne banayi hai
Style mein kabhi kabhi mazbooti maar kha jaati hai
Sapnon ka koi class nahi hota … koi class nahi hota
Sab kitaab padh rahe hai … lekin main ek hi cheez padhna chahta hoon … aapke charan … help me Mata
Maangi hui cheez lautani parti hai Sir … main kamana chahta hoon
Dosti karne ki galti toh kar li hai maine … toh ab dushmani karne ka mauka bhi nahi jaane doonga
Akad ki bhi aukaad hoti hai
Abhe tu aadmi hai yah Google?
Aadmi ya toh chamcha hota hai … ya kaanta