Raja ka beta bhale hi nanga pehda ho … magar hota woh rajkumar hi hai
Tere shareer mein itna khoon nahi hoga … jitna Ravi Kumar ek baar mein moot deta hai
Ravi Kumar langot ka bahut pakka hai … woh bistar par neend ke alava kuch nahi leta
Na dance, na expression, na pose … sirf expose
Hum toh dariya hai, hum mein apna hunar malum hai … jis taraf bhi chal padenge, rasta ho jayega
Pyar mein joh galat hai … woh bhi sahi hai
Film tab tak flop nahi hoti jab tak uska poster nahi utar jaata
Kya shehak milega pareshani karke … kya pahega tauheen-e-jawani karke … tu aatish-e-dozakh se darata hai unhe … joh aag ko pee jaate hai pani karke
Sheeshay ka samundar, pani ki deewarein … maya hai, bharam hai mohabbat ki duniya … is duniya mein joh bhi gaya, woh toh gaya
Chand sabki kismat mein nahi hota … aur jisse chand mil jaye woh usse uske ek daag ke liye chhod nahi deta
Sari zindagi guzaar di tune paisa jama karne mein … magar tu yeh bhool gayi ki na kafan mein jeb hai aur na kabar mein almari … aur kambakht maut ke farishtey rishvat bhi nahi lete
Kisi fan se latkakar tumhe aaisa ghumaonga … ki bhool jaoge ki insaan ho ya latoo
Jise jeete jaagte insaano ke pyar ka reward milta hai … usse pital ke award ka moh nahi karna chahiye
Jab meri chalti hai toh tumhari kyun jalti hai?
Joh baar baar pair chuta hai … woh kabhi kabhi pairon taale zameen khiska deta hai
Mohabbat … aadmi itna majboor ho jaata hai, ki mohabbat mein joh usoolan galat hota hai … woh bhi sahi lagta hai
Kabhi kabhi zyada pyar bhi nuksaan kar deta hai
Bachchon se haath nahi milaya jaata hai … unhe aashirwad diya jaata hai
Meri maar dawai ki tarah hai … jab bhi tu aaisi koi harkat karega … tujhe dose zaroor milega
Kudrat ke insaaf ko samajhna insaan ke bas ki baat nahi hai
Itna maroonga ki judge ke order order bolne se pehle … tere liye ambulance ka order de diya jayega