Singer :  Anand Bakshi, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Music Director :  (Laxmikant Pyarelal)
Writer :  Anand Bakshi
Dil Insaan Kaa Ek Taraazu
 Dil Insaan Kaa Ek Taraazu
 Jo Insaaf Ko Tole
 Apni Jagah Par Pyaar Hai Qaayam
 Dharti Ambar Dole
 Sab Se Bada Such Ek Jagat Mein
 Bhed Anek Jo Khole
 Prem Binaa Jeewan Sunaa
 Yeh Paagal Premi Bole
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee
 O Baalam Harjaaee
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee
 O Baalam Harjaaee
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee
 Zaalim Kitni Der Laga Dee
 Zaalim Kitni Der Laga Dee
 Tumne Aate Aate
 Ab Aaye Jo Ab Naa Aate
 To Hum Jaan Se Jaate
 Dil Deewaanaa Deewane Ko Ham Kaise Samjhate
 Dete Ram Duhayee
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee
 Fursat Bhi Hai Mausam Bhi Hai
 Fursat Bhi Hai Mausam Bhi Hai
 Man Hai Rang Raliyon Mein
 Chhup Gayee Hai Tu Khushboo Ban Ke
 Shayad In Kaliyon Mein
 Maine Tujhko Kitna Dhoondha Awara Galiyon Mein
 Yeh Awaaz Lagaayee
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee
 Mast Hawa Ne Baat Koi
 Mast Hawa Ne Baat Koi
 Aisee Keh Dee Kaanon Mein
 Jaise Koi Madiraa Bhar De
 Khaalee Paimaanon Mein
 Tadpaa Daalaa Aaj Machalte Dil Ke Armaanon Ne
 Rut Ne Lee Angadaee
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee
 Ki Aaja Teri Yaad Aayee.
