Song – Aankhon Se Tune 2.0
Music Composer & Producer: Lijo George
Singers: Dev Negi, Palak Muchhal, Kumar Sanu, Alka Yagnik
Lyrics: Mohsin Shaikh
Check out Bhai Tera Star Hai – Aankhon Se Tune 2.0 Song Lyrics starring Raghav Juyal, Niharika
Pehli Nazar Mein Tumko Yaara Apna Maan Liya
Tu Jo Nahi Toh Kuch Nahi Hai
Ab Yeh Jaan Liya
Saanse Jal Ne Lagi
Rooh Tadap Ne Lagi
Tu Bhi Ruk Sa Gaya
Main Bhi Tham Si Gayi
Chaah Raha Hai Yeh Kaisa Nasha
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga
Tanhai Mein Hum Mile Is Tarah
Baarish Mein Shola Bhadakne Laga
Tu Tadapne Laga Main Machalne Lagi
Boond Tan Pe Giri Jaan Machalne Lagi
Chha Raha Hai Ajab Sa Nasha
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga
Thodee Sardee Bhee Hai, Thodee Garmee Bhee Hai
Thodee Hai Bebasee, Thodee Marjee Bhee Hai
Aise Me Ham Bhala, Kya Karen Tu Bata
Jo Bhee Hota Hai Woh, Hone De Dil Ruba
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga
Tanhai Mein Hum Mile Is Tarah
Baarish Mein Shola Bhadakne Laga
Tu Tadapne Laga Main Machalne Lagi
Boond Tan Pe Giri Jaan Machalne Lagi
Chha Raha Hai Ajab Sa Nasha
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga
