Cancer ke keedon ke samne … na meri zindagi ki koi keemat hai … na tumhare aasuon ki
Main marne se pehle marna nahin chahta
Tum shamshaan mein bujhi chitta ki rakh mein zindagi dhoond rahi ho
Main tumhe tumse zyada jaanta hoon
Yeh toh main hi jaanta hoon ki zindagi ke aakhri mod par kitna andhera hai
Hum the jinke sahare, woh hue na hamare … doobi jab dil ki naiyya, samne the kinare