Main Krishna hoon is liye chamatkar karta hoon … chamatkar karta hoon is liye Krishna nahin hoon
Jaise ek bakht bhagwan ke bina adhoora hota hai … waise hi bhagwan bhi ek sachche bakht ke bina adhoora hota hai
Jahan dharm hai na, wahan satya ke liye jagah nahi hai … aur jahan satya hai truth hai, wahan dharm ki zaroorat hi nahi hai
Maine sirf insaan banaya … aur insaan ne yeh jaat, paat, dharm, mazhab ka dhanda shuru kiya
Mazhab insaanon ke liye banta hai … mazhab ke liye insaan nahi bante
Sachchi baat hoti hai na woh sharaab se bhi zyada kadvi lagti hai